Re: MUBAHISA: job taleem ki bina pay milni chaye ya tajrabaye ki bina par ??
Mmm
England mey aaj kal wo log jin key pass "hunar" ho (they are diploma holders in particular skills) degree holders sey ziada kama rahey hein...
aik tarhan sey aap ki baat sahih hai ....leykin phir baat aa jati hai opportunity ki.....kuch log college level key baad uni nahi ja saktey hein phir wo aik khas field sey wabasta honey key liye diplomas leytey hein.....ab agar in logon sey poocha jaye to wo ye zaroor kahein gey key dono equal honey chahiyein kyun key "agar hamarey pass degree nahi hai leykin hamarey pass skill hai"
i hope im clear?
Originally posted by Spy009
View Post

Comment