Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

discussion: Shadi kab kerni chahye ???

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: discussion: Shadi kab kerni chahye ???

    Jab dil kery tab ker laini chayee...

    Comment


    • #17
      Re: discussion: Shadi kab kerni chahye ???

      Originally posted by Khalil
      Jab dil kery tab ker laini chayee...
      ager kise ka 4/5 yrs main shadi kerne ka dil karey to?

      Comment


      • #18
        Re: discussion: Shadi kab kerni chahye ???

        Originally posted by filbahere
        asalam-0-alikum
        here i will not agree with you

        pata naeen main sahi bi hoon ya naeen lakin
        meri rahey yeh hay key shadi 15 to 16 years of age main ho jani chayeh
        and education us key baad bi jari rehni chayeh . is tarah log bohat si boraion sey bach saktey haan jo key late shadi ki waja sey peda hoti haan

        ager koi apney beton ko pal sakta hay to wo apni dulhan ko keeon naeen pal sakta

        is leya well established wali bat bilkul ghalat hay
        and education complete honey wali bi

        education complete shadi key bad bi ki ja sakti hay

        but meray kehnay sey kia hota hay :)
        Walikum Assalam!

        Ap sahee hain bhai q k according 2 Islam jab girl/boy baaligh ho jain to shadi ker deni chahiye:)
        or ye fact hai k is tarah buhat c burayan khatam ho sakti hain per 14/15 kaafi early hai i think 19/18 mai ho jaani chahiye.

        Bhai bat ye hai k ik girl ki jo parwarish hoti hai wo uski apni MAAN jesi ker sakti hain wasa koi bhi nahi ker sakta or ik lerki ki tarbiyat is liye imp hooti hai q k usko shafi k baad new logon mai adjust kerna hoota hai jo k uske liye thora mushkil bhi hoota hai + us se susraal wale xpect bhi buhat kuch kerte hain so is bat ka khiyal rakhna chahiye k uski tarbiyat thiik hoo....or waasey bhi girl ko n boy ko mentally mature hona chahiye warna 15/14 k bacche to bus larayan hi karin ge:p

        shadi k baad education ko time dena buhat mushkil hai bhai.......babies ki responsibility a jaati hai + or bhi buhat se kaam hoote hain so perhai to concentration maangti hai jo k shadi k pehle dena masla hoota hai:D to shaadi k bad to......:blush:

        19/20 mai ho jani chahiye jab mentally maturity + tarbiyat comp ho chuki hoo or edu.....wo is mai bhi comp nahii hooti

        Comment


        • #19
          Re: discussion: Shadi kab kerni chahye ???

          Originally posted by Khalil
          Jab dil kery tab ker laini chayee...
          khalil dil say nahi deemagh say kaam loo :p
          اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
          اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

          Comment


          • #20
            Re: discussion: Shadi kab kerni chahye ???

            Originally posted by Me Here
            Walikum Assalam!

            Ap sahee hain bhai q k according 2 Islam jab girl/boy baaligh ho jain to shadi ker deni chahiye:)
            or ye fact hai k is tarah buhat c burayan khatam ho sakti hain per 14/15 kaafi early hai i think 19/18 mai ho jaani chahiye.

            Bhai bat ye hai k ik girl ki jo parwarish hoti hai wo uski apni MAAN jesi ker sakti hain wasa koi bhi nahi ker sakta or ik lerki ki tarbiyat is liye imp hooti hai q k usko shafi k baad new logon mai adjust kerna hoota hai jo k uske liye thora mushkil bhi hoota hai + us se susraal wale xpect bhi buhat kuch kerte hain so is bat ka khiyal rakhna chahiye k uski tarbiyat thiik hoo....or waasey bhi girl ko n boy ko mentally mature hona chahiye warna 15/14 k bacche to bus larayan hi karin ge:p

            shadi k baad education ko time dena buhat mushkil hai bhai.......babies ki responsibility a jaati hai + or bhi buhat se kaam hoote hain so perhai to concentration maangti hai jo k shadi k pehle dena masla hoota hai:D to shaadi k bad to......:blush:

            19/20 mai ho jani chahiye jab mentally maturity + tarbiyat comp ho chuki hoo or edu.....wo is mai bhi comp nahii hooti
            hmm teek kehti ho
            wasey 15/14 main bi log mature ho chukey hotey haan , aj kal to 11 /12 sal key bachoon ko wo kuch pata hota hay jo key hmm ko 19/20 sal ki ummer main bi naeen pata tha .

            baki larkey specially shadi na honey ki waja sey jitna apna time barbad kertay haan
            ager shadi ho jaey to atleast rah rast per aa saktey haan and apna bohat sa keemti time bacha saktey haan

            wasey main samjta hoon key larki ki education ki zimadari us key susral ki honi chayeh


            baki Allah janey
            People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

            Comment


            • #21
              Re: discussion: Shadi kab kerni chahye ???

              Originally posted by filbahere
              hmm teek kehti ho
              wasey 15/14 main bi log mature ho chukey hotey haan , aj kal to 11 /12 sal key bachoon ko wo kuch pata hota hay jo key hmm ko 19/20 sal ki ummer main bi naeen pata tha .

              baki larkey specially shadi na honey ki waja sey jitna apna time barbad kertay haan
              ager shadi ho jaey to atleast rah rast per aa saktey haan and apna bohat sa keemti time bacha saktey haan

              wasey main samjta hoon key larki ki education ki zimadari us key susral ki honi chayeh


              baki Allah janey
              :blush: :blush: Thankussssssh!
              ji maturity tarbiyat ka part bhi hai........jitna ziada Parents apne bachon ko her tarah ka xposure dete hain utna hi wo mature ho jaate hain...
              xactly.......!:blush:
              me ki chunnni chuuniii cousins ko jitna pata hai hopefully mujhe abhi pata chala hai
              ho sakta hai choti umer main shadi k baad bhi boys chooti chooti friends se doosti ker lain:kr:

              per yahan eastern countries main SAAS/BAHOO k jhagre chalte rehte hain (Wase ab buhat kam ho gaya hai) to bahoo ki perhae mazeed fasad kharey ker sakti hai:)

              Comment


              • #22
                Re: discussion: Shadi kab kerni chahye ???

                Originally posted by Me Here
                :blush: :blush: Thankussssssh!
                ji maturity tarbiyat ka part bhi hai........jitna ziada Parents apne bachon ko her tarah ka xposure dete hain utna hi wo mature ho jaate hain...
                xactly.......!:blush:
                me ki chunnni chuuniii cousins ko jitna pata hai hopefully mujhe abhi pata chala hai
                ho sakta hai choti umer main shadi k baad bhi boys chooti chooti friends se doosti ker lain:kr:

                per yahan eastern countries main SAAS/BAHOO k jhagre chalte rehte hain (Wase ab buhat kam ho gaya hai) to bahoo ki perhae mazeed fasad kharey ker sakti hai:)
                haan jin key gher star plus bohat shok sey dehka jata hay and us key dramey wahan to shayed fasad ho , lakin baki islamic mahool main esa mumkin naeen
                People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

                Comment


                • #23
                  Re: discussion: Shadi kab kerni chahye ???

                  Originally posted by filbahere
                  haan jin key gher star plus bohat shok sey dehka jata hay and us key dramey wahan to shayed fasad ho , lakin baki islamic mahool main esa mumkin naeen
                  me nahi dekhti star plus:blush:
                  Islamic mahool ager perfectly islamic ho too thiik per hum Muslims hain per Islam hum main nahi hai to ise liye ye probs yahan bhi hote hain

                  Comment


                  • #24
                    Re: discussion: Shadi kab kerni chahye ???

                    Originally posted by Me Here
                    me nahi dekhti star plus:blush:
                    Islamic mahool ager perfectly islamic ho too thiik per hum Muslims hain per Islam hum main nahi hai to ise liye ye probs yahan bhi hote hain
                    lakin keeon any reason
                    People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

                    Comment


                    • #25
                      Re: discussion: Shadi kab kerni chahye ???

                      Originally posted by filbahere
                      lakin keeon any reason
                      q k hum khud hi Islam per amal nahi kerna chahte or hamara imaan kamzoor hai hum western culture se fascinated log hain..........or baaqi details baad main:insha: .......:)

                      Comment

                      Working...
                      X