Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Raat kay waqat baal or nakhun katnay say kayoun mana kia jata hai ?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Raat kay waqat baal or nakhun katnay say kayoun mana kia jata hai ?

    assalamalikum

    Humaye aksar raat kay waqat baal or nakhun katnay or kuch doosray aisay kaam hai jinhaye karnay say mana kia jata hai ...is ki kia haqeqat hai? aisa kayoun kaha jata hai ????islam main is baray main kia bataya gia hai ???
    :rose

    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

  • #2
    Re: Raat kay waqat baal or nakhun katnay say kayoun mana kia jata hai ?

    pata nahi mughay to kisi nay nahi kiya aj tak
    http://www.genericviagra2015shop.com/

    Comment

    • #3
      Re: Raat kay waqat baal or nakhun katnay say kayoun mana kia jata hai ?

      Originally posted by handsome
      pata nahi mughay to kisi nay nahi kiya aj tak
      acha apnay baroun say poouch leena ...
      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

      Comment

      • #4
        Re: Raat kay waqat baal or nakhun katnay say kayoun mana kia jata hai ?

        me ne bhi esi koi baat kabhi nai suni :cc:

        Comment

        • #5
          Re: Raat kay waqat baal or nakhun katnay say kayoun mana kia jata hai ?

          hmmm Suna Zaroor hai par yeh baat mujhay theek nahin lagti kyun kay kissi bhi hadees aur Quran main kahein main aisa khuch bhi nahin kaha gaya tu phir is baato'n ka koi matlab nahin hai na hi main manti hoon
          Zindagi Thak Gaye ..!!

          Comment

          • #6
            Re: Raat kay waqat baal or nakhun katnay say kayoun mana kia jata hai ?

            Aanchal mey bhi Nakhun raat ko hi aksar kaat-ti hun magar kabhi kisi ney nahi tauka

            aur jahan tak Baalon ka mamla hai to tum raat ko baal kaatney ki baat ker rahi ho ya kanga kerney ki?
            agar kanga kerney ki to jahan merey ilm mey hai Raat ko baal kangi kerna sunnat hai
            " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

            Comment

            • #7

              Originally posted by barg.e.gul
              Aanchal mey bhi Nakhun raat ko hi aksar kaat-ti hun magar kabhi kisi ney nahi tauka

              aur jahan tak Baalon ka mamla hai to tum raat ko baal kaatney ki baat ker rahi ho ya kanga kerney ki?
              agar kanga kerney ki to jahan merey ilm mey hai Raat ko baal kangi kerna sunnat hai

              baal katnay ki baat kar rahi houn ...
              zaida tar baray buzrag hi mana kartay hain ..pata nahi kayoun ?
              lekan har baat kay peachay bhi to koi baat hoti hai na :cc:
              اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
              اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

              Comment

              • #8
                Re: Raat kay waqat baal or nakhun katnay say kayoun mana kia jata hai ?

                chalo phir mey barhey buzurgon sey pooch ker bataon gi :P
                tumhein kya reason dey ker mana kiya jata hai

                Working...
                X