Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Namanoos Qadmoon Ki Aahat ( Advani In Pakistan)

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Namanoos Qadmoon Ki Aahat ( Advani In Pakistan)

    Namanoos Qadmoon Ki Aahat ( Advani In Pakistan)
    Attached Files

  • #2
    Re: Namanoos Qadmoon Ki Aahat ( Advani In Pakistan)

    Namanoos Qadmoon Ki Aahat
    Attached Files

    Comment

    • #3
      Re: Namanoos Qadmoon Ki Aahat ( Advani In Pakistan)

      jums wasey app ka article to bohat accha hay
      lakin sath main app nay indian acter ki picture bi laga rahki hay
      kia yeh duhgla pan na ho ga

      is ko dehk ker foran zehan main atta hay key
      app ney just ik takreer likh di hay jis ka app key apney oper koi asar naeen

      baki app ka article bohat accha hay
      lakin sath pic ko dehk ker
      i am sorry to say meray zehan main
      yeh khial aya key
      dosron ko nasihat khod mian fasihat
      People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

      Comment

      • #4
        Re: Namanoos Qadmoon Ki Aahat ( Advani In Pakistan)

        Originally posted by filbahere

        THanks for liking my article :)

        aur aap ne jo indian actor ki baat ki hai aap ko kiya maloom maine kis maqsad se aisa signature banaya hai khair mei kiya kehsakta hoo apni apni soch hai mei aap ki soch per pehra nahi daal sakta hoo..

        waisay bagare sochay samjhay yeh kehdena ke mujh mei fasihat hai kuch acha nahi lagta khair phir wohi baat kahonga apni apni soch ki baat hai :)

        akhir mei phir se aap ka shukriya mera article pasand karnay ka :jazak: khush rahaye :)

        I hope aap ne meri baato ka bura nahi manaya hoga :)

        BEst Regards

        Note: Maine apna signature change kardiya hai takay koi aur mujh per tanqeed na karsakay :)

        Comment

        • #5
          Re: Namanoos Qadmoon Ki Aahat ( Advani In Pakistan)

          sorry ager app ko meri baat buri lagi thee
          mera kehnay ka maqsad sirf yeh tha key 2 muktalif cheezon ko dehk ker acchanak dil main yeh khial ubarta tha.
          app ney bohat accha kia jo us pic ko remove ker dia
          ager meri baat app ko bori lagi hoon to i am really very sorry
          People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

          Comment

          Working...
          X