Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Lakin Baat Hai Sochnay kee

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Lakin Baat Hai Sochnay kee

    Originally posted by filbahere
    apney mulk ka mazak `urtay jab main sunta hoon key dehko hmm kia bora kaheen` tumharey `to apney country` waley us ko accha naeen` samjtey to mera dil khon` key anso rota hay
    OK:shh:

    Comment

    • #17
      Re: Lakin Baat Hai Sochnay kee

      Originally posted by Me Here
      Pakistan developing se developed country miley to sabko hi khushi hoo gi jo REALITY ko saamne rakh ker iski weaknesses door kerna chahte hain unhe bhi or jo collectively isko samne se hata ker mistakes door kerna chahte hain unhe bhi.....:)

      per mera nazarya yaahi hai k jab PAKISTAN ko represent kerne ka moqa ai to buhat acche tareeqe se represent karo jese is se ziada developed koi country nahi hai......per jab baat PAKISTAN ki taameer ki ai.....to ik ik point saamney rakh ker individual level se collective level tak isko thiik karo......
      or burai ka hona koi BURAI nahi hai........acchai/burai her jaga hooti hai per BURAI ka BURAI REHNA ghalt hai isko door hona chahiye......

      hope u've got me now?
      besak borai ko borai hi kehna chayeh
      lakin country ko us sey mansoob naeen kerna chayeh
      borai ko ager hmm khatam ker dain` to country automatically oper ayeh ga
      lakin ager hmm borai key sath country ko mansoob` kareen `gay
      to pir kaheen gay key is ko dor kerna government ka kam hay and hmm hath per hath rakh ker bet jaeen gay

      esi koi government shayed naeen` ayeh gi , jo jado ki chari peray and` sab` kuch tekh ho jaey
      keeon` key ager hmm khud kam chor hon` gay to government bi` kam chor ho gi

      accodring` to hadees

      jis taraha ki awam hoti hay usi tarah ka hukmaran` un` per nafiz ker dia jata hay

      so ager hmm country ko beech main` lay bagair bat kerain `gay to shayeh hmm khod is ko remove kernay ki kohsish kareen` and` inshallah wo `remove bi ho gi`
      People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

      Comment

      • #18

        exactly........ise liye maine kahaa tha na k INDIVIDUAL LEVEL se kaam karo n govt per rely kerna choor dain......maine bhi choor dia govt per rely kerna
        rely upon urself.....
        her insaan apne tareeqe se sochta hai.......or main kehti hon k burai ka samne hoona.....use mehsoos ker k point out kerna use khatam kerne k liye zaroori hai.....
        Pakistan kia tha or ab kia ho gaya hai.........at the time of independence ik bhi bank nahi tha PAKISTAN k pas jabkey india k paas 98 banks the....per 1st 30 yrs main banking sector develop hooa na????
        ager ap ye kehte hain k country ko bech main na laao.......to burai observe kese karin ge????
        burai observe ker bhi lain to whisper to nahi ker sakte na kaanon main?:blush: awaam ko ye to bataana hi ho ga k ye burai hai iskoo door karo to PAK ka naam chahte n na/chahte hoe ai ga beech main.,.

        Comment

        • #19

          yehi to `baat hay` key baat` kis `tarah `ki `jaeey

          yeh `to common` observation `ho `gi app ki bi key jo baten` kernay ka gur janta hay wo life main kamiyab ho jata hay

          yani samp bi marey and` latti bi na totey

          main` is mamley main indians ki tareef zaroor kerta hoon`
          key wo loog bateen` kernay ka gur bohat jantey haan.
          People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

          Comment

          • #20

            neend k time per ajeeb sa muhawraa.....khwaab main a gaya to?

            Comment

            • #21
              Re: Lakin Baat Hai Sochnay kee

              app ko naeend main` mohawarey atey haan` , strange
              People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

              Comment

              • #22
                Re: Lakin Baat Hai Sochnay kee

                Originally posted by filbahere
                app ko naeend main` mohawarey atey haan` , strange
                muhaawrey nahi ....muhaawre ka character

                Comment

                • #23
                  Re: Lakin Baat Hai Sochnay kee

                  naeen samjha , baat paley naeen` pari
                  People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

                  Comment

                  • #24
                    Re: Lakin Baat Hai Sochnay kee

                    Originally posted by filbahere
                    naeen samjha , baat paley naeen` pari
                    mahawre main kon tha????
                    saanp na?

                    uski baat ki thi

                    Comment

                    • #25
                      Re: Lakin Baat Hai Sochnay kee

                      Originally posted by Me Here
                      mahawre main kon tha????
                      saanp na?

                      uski baat ki thi
                      ooh sukar hay
                      main samjha app Allama Iqbal ki sis banti ja rahi haan`
                      un` ko ashar atey they app ko mohawarey :)

                      pir kheal aya shayed app ko khab main` "wo " kisi mohawarey ka character baney nazar atey haan :D
                      Last edited by tauruskhan; 1 June 2006, 22:52.
                      People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

                      Comment

                      • #26
                        Re: Lakin Baat Hai Sochnay kee

                        Originally posted by filbahere
                        ooh sukar hay
                        main samjha app Allama Iqbal ki sis banti ja rahi haan`
                        un` ko ashar atey they app ko mohawarey :)

                        pir kheal aya shayed app ko khab main` wo kisi mohawarey ka character baney nazar atey haan :D
                        :pagal: :pagal: WO kon?:budhu: :budhu:

                        Comment

                        • #27
                          Re: Lakin Baat Hai Sochnay kee

                          Originally posted by Me Here
                          :pagal: :pagal: WO kon?:budhu: :budhu:
                          wohi jo key hamary behnoi hoey.
                          yani jin` key sath app ki engajment hoi thee
                          People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

                          Comment

                          • #28
                            Re: Lakin Baat Hai Sochnay kee

                            Originally posted by filbahere
                            wohi jo key hamary behnoi hoey.
                            yani jin` key sath app ki engajment hoi thee
                            meri engagement hoi or mujhko pata bhi nahii chala?:lpop:
                            kab hoi?:pagal:

                            Comment

                            • #29
                              Re: Lakin Baat Hai Sochnay kee

                              Originally posted by Me Here
                              meri engagement hoi or mujhko pata bhi nahii chala?:lpop:
                              kab hoi?:pagal:
                              aik thread tha shayed jis ka name tha engagement key bad kia boy and girl ko bateen kerna chayeeh ya naeen` , ya isi tarah ka koi topic tha us main app ney bataya tha
                              bhol gai kia

                              wasey wakey naeen hoi kia:shh: :cc: :D:
                              People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

                              Comment

                              • #30
                                Re: Lakin Baat Hai Sochnay kee

                                ok jee me to going
                                aeenda kab aa paoon` ga
                                yeh to Allah hi janta hay

                                aj kal hoon` chuttion` per
                                3 weeks ki
                                gher per system naeen` hay and` sis key gher aj chakar laga tha to net use ker lia , ab` shayed wapis rawalpindi pohanchney per hi pegham per aa sakon` ga

                                us wakat tak key liya
                                Allah Hafiz

                                ab` ja ker soney ki try karoon` `ga shayeh koi meray khab` main` bi` mahawarey ki character ban` ker aa jaey :D
                                Last edited by tauruskhan; 1 June 2006, 23:17.
                                People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

                                Comment

                                Working...
                                X