Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

protest against reservation....

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • protest against reservation....

    India
    Thank you.. :phool:
    Last edited by ummid; 17 May 2006, 19:45.

  • #2
    Re: protest against reservation....

    Originally posted by ummid
    India
    Thank you.. :phool:
    Hum kia suggestion dein...in general yeh na-insaafi he...quota system limited hona chahiye, i mean just 10 percent, baki open marit hona chahiye...ta ke her aik ko us ki salahiyaton aur mehnat ka phal mil sakay
    :thmbup:

    Comment

    • #3
      Re: protest against reservation....

      Originally posted by munda_sialkoty

      Yeh tu hume bhi pata hai..per abhi jub college open ho gi tu hum log bhi strike per jayenge...hume kuch thos point chahiye jo hum yahan ke PM ke samne paish ker sakein..kyun ke Halath kaafi bigad gaye hain..taqreeban 600 students aur doctors ko tarminate ker diya gaya hai...:pagal:

      Comment

      • #4

        Actually mein is liye nahi bool raha kyoon ke mujay nahi pata ke aap ki management ne yeh faisla kyoon kia aur kin basis pe kia. Koi na koi logic to zaroor ho gi un ke is decision ke peechay. Ager wo logic aur motive pata chalay to hi hum kuch wasook se keh sakein ge...but apparently it seems something like imposition and the management seems like dictator...lekin mera aisa kehna bhi kabal-az-waqt ho ga, wo is liye ke jin loogon ne yeh decision liya, us ke peechay kia awaamil kaarferma thay mein nahi jaanta
        :thmbup:

        Comment

        • #5

          managment ka yeh faisla sire se galat hi hai...protest tu hume karna hi hai..aap ke yahan Indian news chanel nahi aate kya..ager aate hain tu zaror dakhiyega keh kis tarah se India ke taqreeban her state se students jamah ho ker is na insaafi ke khilaaf awaz utha rahe hain..hum ne yeh zulm sahna tu hai hi nahi....ya Govt. badle gi ya yeh faisla..dono mein se aik ko tu badalna hi pade ga...

          Comment

          • #6

            Hmmm...Unity is strength...ager koi bohat bari students union bun jaye aur sabi aik hi plateform pe ikathay ho jaein to i think they can make a difference. Otherwise India aur Pakistan ki Govt. se un ki awaam ko kuch ziada ummidein wabasta nahi kerni chahiyein :comfort:
            :thmbup:

            Comment

            • #7
              Re: protest against reservation....

              Originally posted by munda_sialkoty
              Hmmm...Unity is strength...ager koi bohat bari students union bun jaye aur sabi aik hi plateform pe ikathay ho jaein to i think they can make a difference. Otherwise India aur Pakistan ki Govt. se un ki awaam ko kuch ziada ummidein wabasta nahi kerni chahiyein :comfort:
              nahi Aamir..ab zamana badal gya hai..zulm nahi sahna hai hum ne...kaha na ya tu yeh fisla badle ga ya India ki Govt...

              Comment

              • #8
                Re: protest against reservation....

                Originally posted by ummid
                nahi Aamir..ab zamana badal gya hai..zulm nahi sahna hai hum ne...kaha na ya tu yeh fisla badle ga ya India ki Govt...
                -
                That's Enough...!!

                Comment

                • #9
                  Re: protest against reservation....

                  Ummid zamana to waqiye badal geya hai :)
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment

                  • #10
                    Re: protest against reservation....

                    Originally posted by ScorpioN_RulzZ
                    -
                    kya aap apni khamoshi ko lafzon ka jaama pahna ker hume kuch sumjhana pasand kareinge...:lpop:

                    Comment

                    • #11
                      Re: protest against reservation....

                      Originally posted by Masood
                      Ummid zamana to waqiye badal geya hai :)
                      sahi kaha aap ne....new gen in politicians ki na insaafi nah bardasht karti...

                      Comment

                      • #12
                        Re: protest against reservation....

                        Originally posted by ummid
                        kya aap apni khamoshi ko lafzon ka jaama pahna ker hume kuch sumjhana pasand kareinge...:lpop:
                        nahee.. :D
                        maiN nay aap he ki baat ko red color ka jama pehna to dia hai woh he meri raiy hai aur jaisa Masood nay kaha k zamana badal gaya hai... yaqinan naiy zamanay kay kuch taqazay hain, jo aahista aahista he samajh aain gaiy..:rose
                        That's Enough...!!

                        Comment

                        • #13
                          Re: protest against reservation....

                          Originally posted by ummid
                          sahi kaha aap ne....new gen in politicians ki na insaafi nah bardasht karti...
                          Ummid aik baat btaein:
                          Hindostan mein is faesley per sab sey ziyada ghussa kis baa per hai:
                          • Low Class ko yeh right milney per?
                          • Open Category key 20% per?
                          • Open Category key misuse per?
                          • ??
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment

                          • #14
                            Re: protest against reservation....

                            Originally posted by Masood
                            Ummid aik baat btaein:
                            Hindostan mein is faesley per sab sey ziyada ghussa kis baa per hai:
                            • Low Class ko yeh right milney per?
                            • Open Category key 20% per?
                            • Open Category key misuse per?
                            • ??
                            low class ko yeh right milne per + open cat. ke 20% per.......
                            India ko azad hoye 55 years hone ko aaye aur ab tak OBC wale pichde hoye hi hain kya??? her tarah ki saholiyat di hai Indian Govt. ne unhein...sign. tu karni aati nahi theek se aur badi badi post per baithe hain yeh log....mulk ko ager aise ho log chalate rahe tu phir ho chuki taraqi.....

                            Comment

                            • #15
                              Re: protest against reservation....

                              Originally posted by ScorpioN_RulzZ
                              nahee.. :D
                              maiN nay aap he ki baat ko red color ka jama pehna to dia hai woh he meri raiy hai aur jaisa Masood nay kaha k zamana badal gaya hai... yaqinan naiy zamanay kay kuch taqazay hain, jo aahista aahista he samajh aain gaiy..:rose
                              jaisi aap ki marzi..........:donno:

                              Comment

                              Working...
                              X