Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Mubaahisa : Ghurbaat or Bheek.......?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Mubaahisa : Ghurbaat or Bheek.......?

    Per ye sab q?

    Yahaan apki rae ki zaroorat hai k jo log bheek mangne ka pasha ikhtiar kerte hain kiya bheek de ker unki maded kerni chahiye?

    Bachon ko bheek dene k hawaley se main khud bhi opposed hoon q k phir unhe aadat per jaati hai beth ker araam se khaaney ki per baroon k barey main apka kiya khiyaal hai?

    GHURBAT mitana hamara kaam hai
    Apne maal ko paak kerne k liye or ghareeb behn bhayon ko unka haqq dene k liye ZAKKAT zaroor deni chahiye per FAQEEROON ko bheek deney main apka kiya khiyaal hai?

    Waiting 4 ur precious comments!
    KHUSH RAHIYYE!:phool:
    WASALAM

  • #2
    Re: Mubaahisa : Ghurbaat or Bheek.......?

    Ghurbat waqei mein is duniya per insaan ki sub se bari dushman he...baaz aukaat yeh insaan ko gair insaani sooch soochnay pe bhi majboor ker deti he...Duaa he Allah Taalah sub ko apni janab se atta fermaye...mein bazat-e-khud professional beggers ko dene ke haq mein nahi hoon...haan safaid-poosh loogon ko apni hesiyat ke mutabik zaroor kuch na kuch deta hoon...Yeh hamari hakoomat ki zabardast nakaami he ke gaariyaan aati hein...aur beggers ko un ki aday pe pohancha ke chali jaati hein...aur shaam ko unhein collect ker ke unhein wapis un ke thikanay pe pohancha deti hein...aur un se wasooli ki jaati he...aur yeh dhanda Pakistan ke her baray sheher mein bohat achi tarah panap raha he
    :thmbup:

    Comment

    • #3
      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

      Comment

      • #4
        Re: Mubaahisa : Ghurbaat or Bheek.......?

        Ghurbat and bheek
        do lag mozoat haan
        Ghurbat yeh hay key insan key pass zarorat sey kam pesay hoon
        lakin ghurbat kisi tarah be relate naeen kerti bheekariat sey

        behkari kabi gareeb naeen hotey
        yeh moashrey key wo log hotey haan jinoon ney asan amadni ka ik taraeeqa donda hoa hay. key na mehnat kerni peri and pir bi itney paseey mazey main kama leya
        yahi log hotey haan jo key haq daroon ka haq bi mar detay haan

        in logon ki waja sey wo log jin ko asal main madad ki zarorat hoti haay insan unko bi jali samj ker naeen deta ( this is the sad point)

        bheek mangney wala kabi ghareeb naeen hota. wo to bohat sey ameer logon sey bi ameer hota hay . jis ki roz ki amdani hazaroon main ho kia wo ghareeb ho ga her gaiz naeen
        zara ghor kejay ga is per
        People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

        Comment

        • #5

          Originally posted by filbahere

          Ok Thiik
          maan lete hain k bheek n ghurbat main kuch farq hai
          per PROPHET PBUH k paas se koi bhi SAWAALII khaali haath nahi jata tha....Q?
          sawaalii bhi to faqeer hi hoota hai or kuch paaaney k liye aata hai
          manaa k aj kal k faqeer professional ho gae hain per aj kal logoon ki soch bhi change hai.........hum 90% log professional samajhte hain faqeeron ko or so unhe peese nahi dete.......to 10% logoon se kiya waqai fAQEER kamaa lete haIN ZIada?hazaaroon main?

          apney kabhi chowks n signals per unko dekha hai jo kuch bhi bech rahe hote hain news paper ya aisa hi kuch?
          unse bhi 2% log hi khareedte hain.........
          aj kal ki garmii main dhoop main aise log signal per q kharey hote hain?
          kiya ghurbat iski waja nahi hai?

          ye bhi mumkin ho sakta hai k kuch faqeer bhook or piyas se bachne k liye bheek mangte hoon
          i agree k koi bhi kaam kerna chahiye........lakin lack of education ki waja se wo ye nahi soochte.....

          bachoon ko bheek nahi deni chahiye........per jab main faqeeron k libaas......garmii n bisakhii ko dekhti hoon to ehsaas hota hai k de dena chahiye per hamesha confused hi rehti hoon:tauba

          Thx filba bhai k apne apni qeemti rai ka izhar kiya:)
          KHUSH RAHIYYE!:salam:

          Comment

          • #6

            Barg-e-gul apka nazarya mujhe buhaat pasand aaya:salam:
            Really Appreciated!:clap: :clap:

            per hum main se koi bhi aisaa soochta nahi hai na sis.....
            or amal kerne waaley bhi buhat kamm hain
            ager aisa ho jae to sab thik ho jae:)

            KHUSH RAHIYYE!:phool: :phool:
            Thx 4 sharing ur views wid us!:rose

            Comment

            • #7
              Re: Mubaahisa : Ghurbaat or Bheek.......?

              Originally posted by munda_sialkoty
              Ghurbat waqei mein is duniya per insaan ki sub se bari dushman he...baaz aukaat yeh insaan ko gair insaani sooch soochnay pe bhi majboor ker deti he...Duaa he Allah Taalah sub ko apni janab se atta fermaye...mein bazat-e-khud professional beggers ko dene ke haq mein nahi hoon...haan safaid-poosh loogon ko apni hesiyat ke mutabik zaroor kuch na kuch deta hoon...Yeh hamari hakoomat ki zabardast nakaami he ke gaariyaan aati hein...aur beggers ko un ki aday pe pohancha ke chali jaati hein...aur shaam ko unhein collect ker ke unhein wapis un ke thikanay pe pohancha deti hein...aur un se wasooli ki jaati he...aur yeh dhanda Pakistan ke her baray sheher mein bohat achi tarah panap raha he
              Ji thiik kahaa apne
              even poorey jaal k jaal hoote hain jis main Maan/Baap/Bacche sab hi shaamil hoote hain per humin kese pata chale ga k poori family is tarah earn ker rahi hai?

              govt. ne to kuch bhi logical nahi kiya aj tak
              Kaash ye govt ISLAMIC GOVT ho jae phir hopefully sab probs solve ho jain ge or barg-e-gul ka nazarya bhi sahee saabit ho ga

              KHUSH RAHIYYE BHAI
              n thx 4 sharing ur RAE with us!:salam:

              Comment

              • #8
                Re: Mubaahisa : Ghurbaat or Bheek.......?

                Originally posted by Me Here

                Sorry to say...ager yahan pe islamic govt. aa bhi jaye to mein nahi samajta ke wo kaamyaab rahay gi...Islamic Govt. se murad MMA se le raha hoon...Un ka daawa he ke jub wo bar-sar-e-ikdaar aaye to Pakistan mein Islamic Govt. ki bunyaad rakhein ge...lekin mein nahi samajta ke wo Pakistan ki behtari ke liye bohat kuch ker sakein ge. We fear they would restrict Pakistan away from the much needed technology and deplomatic relations from European countries...Talibaan ko dekh lijiye...Mazhab ke naam per intha pasandi kertay rahay...aisi govt se to secular govt. bhali jo awaam ki falaah to soochti he. I don't think ke pakistan mein kabi bhi ideal and typical Islamic govt. kabi aaye gi...jo puri duniya ke saamnay islam ko aik moderate religion pesh ker sakay...aur aik aala misaal kaim ker sakay...sorry for being diverted from the original topic :lpop:
                :thmbup:

                Comment

                • #9

                  hamari govt thiik nahi hai sir
                  opposition main bhi kuch mistakes hain
                  ik aise govt honi chahiye jo ISLAMIC RULES ko follow karey as well as technical improvement karey....
                  ik intellectual govt jo ISLAM per practically based ho
                  ok na?:)

                  Comment

                  • #10

                    Islamic rules ko follow karney wali gov kahan hai - poori dunia mein? :mm:
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment

                    • #11
                      Re: Mubaahisa : Ghurbaat or Bheek.......?

                      Originally posted by Me Here
                      Ok Thiik
                      maan lete hain k bheek n ghurbat main kuch farq hai
                      per PROPHET PBUH k paas se koi bhi SAWAALII khaali haath nahi jata tha....Q?
                      sawaalii bhi to faqeer hi hoota hai or kuch paaaney k liye aata hai
                      manaa k aj kal k faqeer professional ho gae hain per aj kal logoon ki soch bhi change hai.........hum 90% log professional samajhte hain faqeeron ko or so unhe peese nahi dete.......to 10% logoon se kiya waqai fAQEER kamaa lete haIN ZIada?hazaaroon main?

                      apney kabhi chowks n signals per unko dekha hai jo kuch bhi bech rahe hote hain news paper ya aisa hi kuch?
                      unse bhi 2% log hi khareedte hain.........
                      aj kal ki garmii main dhoop main aise log signal per q kharey hote hain?
                      kiya ghurbat iski waja nahi hai?

                      ye bhi mumkin ho sakta hai k kuch faqeer bhook or piyas se bachne k liye bheek mangte hoon
                      i agree k koi bhi kaam kerna chahiye........lakin lack of education ki waja se wo ye nahi soochte.....

                      bachoon ko bheek nahi deni chahiye........per jab main faqeeron k libaas......garmii n bisakhii ko dekhti hoon to ehsaas hota hai k de dena chahiye per hamesha confused hi rehti hoon:tauba

                      Thx filba bhai k apne apni qeemti rai ka izhar kiya:)
                      KHUSH RAHIYYE!:salam:
                      walikum as salam
                      beshak Hazoor PBUH key pass sey koi khali hath naeen jata tha
                      lakin app ney wo hadees bi suni hoon geen key jin main
                      beegh mangney waley key barey main kia kia kaha gia hay

                      kitni dafa bataya gia hay key lenay waley sey denay wala hath behtar hay
                      akrat main mangney walon key mathey per nishan ho ga etc etc

                      main hamesha koshish kerta hoon key un logon sey cheezain loon and mehngi loon , but un main sey bi un sey jo khud bahr bahr ker na deh rahey hoon balkey jo khamoshi sey koney main cheezain lay ker kahrey hoon

                      second yah lack of education naeen teek hay yahan , lack of hosh and knowlege kehna chayeh
                      People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

                      Comment

                      • #12
                        Re: Mubaahisa : Ghurbaat or Bheek.......?

                        Originally posted by Me Here
                        hamari govt thiik nahi hai sir
                        opposition main bhi kuch mistakes hain
                        ik aise govt honi chahiye jo ISLAMIC RULES ko follow karey as well as technical improvement karey....
                        ik intellectual govt jo ISLAM per practically based ho
                        ok na?:)
                        hona to bohot kuch chahiye barish magar hota bohot kam hi hai

                        leykin ye sab i mean is social setup ko hum khud bhi sahih ker saktey hein agar her banda pehley apney aap sey phir apney ghar sey shuru karey to ahista ahista sabhi ghar sabhi log theek ho jayein gey.....jab log theek ho jayein gey to ye social system khudi theek ho jaye ga....
                        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                        Comment

                        • #13
                          Re: Mubaahisa : Ghurbaat or Bheek.......?

                          Originally posted by Me Here

                          GHURBAT mitana hamara kaam hai
                          Apne maal ko paak kerne k liye or ghareeb behn bhayon ko unka haqq dene k liye ZAKKAT zaroor deni chahiye......

                          WASALAM
                          w.salam
                          itni achi achi batain keh deeN ab hum kia kahain ... :lpop:, bohot umdah baat ki hai agar hum is par behes karnay kay bajaiy tumharay he points par amal karlain to yeh he bohot hai ...:phool:, behas ki gunjaish he nahee choRi :blush:, aakhir ho na Dee Dee The Great..:thmbup:
                          That's Enough...!!

                          Comment

                          • #14
                            Re: Mubaahisa : Ghurbaat or Bheek.......?

                            Originally posted by filbahere
                            walikum as salam
                            beshak Hazoor PBUH key pass sey koi khali hath naeen jata tha
                            lakin app ney wo hadees bi suni hoon geen key jin main
                            beegh mangney waley key barey main kia kia kaha gia hay

                            kitni dafa bataya gia hay key lenay waley sey denay wala hath behtar hay
                            akrat main mangney walon key mathey per nishan ho ga etc etc

                            main hamesha koshish kerta hoon key un logon sey cheezain loon and mehngi loon , but un main sey bi un sey jo khud bahr bahr ker na deh rahey hoon balkey jo khamoshi sey koney main cheezain lay ker kahrey hoon

                            second yah lack of education naeen teek hay yahan , lack of hosh and knowlege kehna chayeh
                            Ok sahee!

                            Per main agree kertii hoon k buhat se logoon ne bheek maangney ko ik profession banaya hooa hai or wo log sufaid-poshoon ka hissa bhi yuun khaa jate hain

                            Good!:)

                            Comment

                            • #15
                              Re: Mubaahisa : Ghurbaat or Bheek.......?

                              Originally posted by barg.e.gul
                              hona to bohot kuch chahiye barish magar hota bohot kam hi hai

                              leykin ye sab i mean is social setup ko hum khud bhi sahih ker saktey hein agar her banda pehley apney aap sey phir apney ghar sey shuru karey to ahista ahista sabhi ghar sabhi log theek ho jayein gey.....jab log theek ho jayein gey to ye social system khudi theek ho jaye ga....
                              Log individual level per hi to start nahi kerte
                              Doosron ko buhat boll sakte hain per khud amal nahi kerte or jab khud amal nahi kerte to doosrey unhe kehte hain k pehle khud to karoooo

                              Comment

                              Working...
                              X