Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

medical test before marriage

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: medical test before marriage

    Originally posted by munda_sialkoty
    Yeh to aik lamhay jese bundoon ke saath sara sar na-insaafi he :kr:
    to aisay bandoun key leye aap Qaazi ban jana
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

    Comment


    • #17
      Re: medical test before marriage

      Originally posted by arusa
      asalam oalikum

      humara khayal hai ke shaadi ko testing ke sath nahi jorna chahe is se buhat se loog shaadi nahi kre gai bulke burahi phele gi un loogo main jin ko samujh nhai hoogi. or waha ka mahool tu wesay hi buhat kharab hoochooka hai ager or ristriction laga de gai tu zahir hai loogo ko bhana mil jae ga .haa asay loogo ki shadi jo ke un ke parents kare waha yeh tesing zaroor hona chahe.
      shadi parents karwaian ya apni marzi say karaian UAE main har shadi court main register hoti hai....court ka naam atay hi aksar logoo kay zehan main yeh khayal ata hai kay yeh shayad un logoo key leye hai jo apni marzi say parents kay bagheer shadi kartay hain ...

      nahi is main koi boorai nahi is test main un beemaroun kay test leye jatay hian jo husband say wife, wife say husband or un kay babies tak muntaqil hoo sakti hai....
      agar Khudanakhawsta kisi main koi beemari paai jaye to court walye shadi say mana nahi karain gay , yeh court walye shadi ko rook nahi saktay .....bas in ka kaam logoo ko aisai beemareoun say bakhabar karna hai .
      acha hai agar kisi main aisi koi beemari hai to shadi say pehlay hi elaj karwa laian bajaye is kay bad main shadi shuda zindagi mutasar hoo jaye ...
      agar Khudanakhwatsa kisi ko Aids hoo or loog shadi kar daian apni beeti ki or shadi kay bad unhay pata chalye jab larki ko bhi Aids hoo chuka hoo tab kia kia ja sakta hai ?
      isi leye yeh test best hai is mamlay main:rose
      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

      Comment


      • #18
        Re: medical test before marriage

        Originally posted by Aanchal
        to aisay bandoun key leye aap Qaazi ban jana
        Kaash aisa ho sakta :lpop:
        :thmbup:

        Comment


        • #19
          Re: medical test before marriage

          Originally posted by Aanchal
          shadi parents karwaian ya apni marzi say karaian UAE main har shadi court main register hoti hai....court ka naam atay hi aksar logoo kay zehan main yeh khayal ata hai kay yeh shayad un logoo key leye hai jo apni marzi say parents kay bagheer shadi kartay hain ...

          nahi is main koi boorai nahi is test main un beemaroun kay test leye jatay hian jo husband say wife, wife say husband or un kay babies tak muntaqil hoo sakti hai....
          agar Khudanakhawsta kisi main koi beemari paai jaye to court walye shadi say mana nahi karain gay , yeh court walye shadi ko rook nahi saktay .....bas in ka kaam logoo ko aisai beemareoun say bakhabar karna hai .
          acha hai agar kisi main aisi koi beemari hai to shadi say pehlay hi elaj karwa laian bajaye is kay bad main shadi shuda zindagi mutasar hoo jaye ...
          agar Khudanakhwatsa kisi ko Aids hoo or loog shadi kar daian apni beeti ki or shadi kay bad unhay pata chalye jab larki ko bhi Aids hoo chuka hoo tab kia kia ja sakta hai ?
          isi leye yeh test best hai is mamlay main:rose
          Agreed :thmbup:

          Ub aap PG ki teesri samajdaar larki ho gai hein...congrats :phool:
          :thmbup:

          Comment


          • #20
            Re: medical test before marriage

            Originally posted by munda_sialkoty
            aap genes aur virus ko merge kyoon ker rahi hein...dono ko separate hi rehnay dein...genetic desease genes se aur virul desease virus se hoti he aur yeh zaroori bhi nahi ke ager aik beemari ya charector ager parents mein common he aur offspring mein bhi lazim aa jaye...it depends on who many number of genes relate or control to that partiular desease/charector and how many of them carry that charactors...aap kuch na kuch samajti hein is baray mein to zaroor aap ne "law of independent assortment" perha ho ga...ager bhool gai hein to phir aik baar nazar saani ferma lijiye :lpop:
            yup ye law perha tha
            dekhiin GENES n VIRUS do alag cheezin hain......per human body main ager immune system weak ho jae to wo disease ka virus active ho jata hai as well as body unsafe ho jaati hain or easily other viruses se interact ker sakti hai....
            genes main cheezin parents 2 baby transfer ho jati hain
            per then it depends k wo active form main hain ya nahi
            ager virus active ho ga to disease ho gi na?
            wasey buhat arsa hoa hai bio se intouch rahe hoe......i'll c in detail

            Comment


            • #21
              Re: medical test before marriage

              Originally posted by Me Here
              yup ye law perha tha
              dekhiin GENES n VIRUS do alag cheezin hain......per human body main ager immune system weak ho jae to wo disease ka virus active ho jata hai as well as body unsafe ho jaati hain or easily other viruses se interact ker sakti hai....
              genes main cheezin parents 2 baby transfer ho jati hain
              per then it depends k wo active form main hain ya nahi
              ager virus active ho ga to disease ho gi na?
              wasey buhat arsa hoa hai bio se intouch rahe hoe......i'll c in detail
              Dil ko lagti he baat bakri ki :lpop:

              Aap ko bialogy perhay huay kafi der ho gai he...aur mujay bialogy dekhay huay :lpop:
              :thmbup:

              Comment

              Working...
              X