Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Ideal Ki Talaash~~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Ideal Ki Talaash~~

    Assalamualaikum Members :)
    Attached Files


  • #2
    Re: Ideal Ki Talaash~~

    jaari hai
    Attached Files

    Comment


    • #3
      Re: Ideal Ki Talaash~~

      **************************************
      Attached Files

      Comment


      • #4
        Re: Ideal Ki Talaash~~

        long article


        but hai interesting

        thanks Jums share karne ka

        lekin hum westerns ko kyoN dekheN...aaj kal to "divorce" eastern meiN bhi common hota ja raha hai...
        West meiN shaadi se qabal relation ban.na ya 3-4 divorce ka hona aam baat hai...usse constitutional protection bhi faraaham hai...jab Eastern countries meiN divorce common hota ja raha hai...to Western se ham kuchh hi peechhe chal rahe haiN...
        Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
        Hamarey naam ka patthar zaroor milega

        Comment


        • #5
          Re: Ideal Ki Talaash~~

          Originally posted by Spy009
          long article


          but hai interesting

          thanks Jums share karne ka

          lekin hum westerns ko kyoN dekheN...aaj kal to "divorce" eastern meiN bhi common hota ja raha hai...
          West meiN shaadi se qabal relation ban.na ya 3-4 divorce ka hona aam baat hai...usse constitutional protection bhi faraaham hai...jab Eastern countries meiN divorce common hota ja raha hai...to Western se ham kuchh hi peechhe chal rahe haiN...
          Shukriya Spy :)

          Comment


          • #6
            Re: Ideal Ki Talaash~~

            w.salam jums bhai!:)

            thx k apne ik acchi buhat acchi cheez share ki:)
            mere khiyal main to ideal wala kam....ager kerna hi hai to parents per chor dena chahiye lerkon ko bhi & lerkion ko bhi coz IDEAL wo hota hai jis main koi burai na ho
            & aisa koi person NAHIN hai jo burai se paak ho kuch main ziada & kuch main kam but burai to hoti hai sab main:)
            & ager ziada buraian hon to IDEAL chakna choor ho jata hai thatz y life ko widout thses thoughts spend kerna chahiye:)
            HAPPY HAPPY:)
            aur chezin kam hain kia sochne k liye?

            Comment


            • #7
              Re: Ideal Ki Talaash~~

              my asnwer is same like me here ooh i mean masoom bachi
              :)
              kher
              wasey app key tehreer ka andaz bohat accha hay
              keep it up
              People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

              Comment


              • #8
                Re: Ideal Ki Talaash~~

                Shukriya Jums, itna payyar article share kerney ka ....
                Allah ka shukr hai key hamara east aaj bhi kaheen ziada behtar hai west sey.
                " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                Comment

                Working...
                X