Paivasta Rah Shajar Sey - writer: Masood on 22. may 2005
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Paivasta Rah Shajar Sey
Collapse
X
-
Re: Paivasta Rah Shajar Sey
:jazak:
hamien aaj kal jo ye haalaat nazar aa rahay hein un ki berhi waja jo hum sab jaantey hein wo ye hai key Islam sey din ba din door ho rahey hein ...had to ye hai key agar koi bhi islam key baarey mey kuch kehna chahey to hum us ko backward khayal kertey hein ya phir"deykha jaye ga" ya phir "Allah khair karey" ... leykin pata nahi hum ye baat kyoon nahi sochtey key "Allah kabhi us qaum ki halat nahi badalta jo apni halaat khud badalney ki koshish na karey"
Allah Ta'la hamein ye sab samjhney ki salahiyat dey ...aur Amal kerney ki taufeeq inshAllah." Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "
Comment
-
Re: Paivasta Rah Shajar Sey
bahut acha likha aur waqai yehi dekhne mein aya hai keh ISlam ke jo bhi aaj kal thekedar bane howe hain khud un ke qaul o fael mein tazad hai....ISlam Islan ka nara laga ker firqawarana fasadad berpa kerwae jate hain....hal hi mein pakistan mein yahi koshish ek bar phir ki gai hai....laken khuda khud apne deen ki hifazat kerta hai ISlam tu rehti dunya tak qaem hai mager maujoda musalman apni rah se bhatak raha hai jo keh hum musalmanon ke nuqta e nazer se qayamat ki nishani hai .....lakin koi na koi tu nakhuda ho ga ho na jo is kashti ko doobne se bachae ga bas zara intezar rahe ga kiun keh kehte hain na kh jab tak aik bhi momin dunya mein maujood ho ga khuda insaniyat se mayyos nahin ho ga ...bas ab intezar hai keh koi aisa ho jo tamam musalmanon ko phir se Islaam ke parcham taley yakjaa ker de.......
Comment
Comment