Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Shadi Mubarak (Artical In Urdu) Part 2
Collapse
X
-
Re: Shadi Mubarak (Artical In Urdu) Part 2
Jazak Allah...
Jee sahi baat ahai.....Jab koi kaam Hukam-i- Rabbi k mutabiq kiya jata hai tu is mai ziada Barkat hoti hai.
Aaj kal status symbol aor competition ki waja say shadiyaan maray zati khyal mai tu ja_iz kamooo_n mai kam hi shumar ki ja sakti hain...bay pardagi,pasay ka zia_aan gharz ye k siwaye Nikkah k koi b kaam sunnat k mutabiq nahi hotaaaaaa...
Allah Pak hamain Seedhay Rastay par chalnay kitaufeeq dain.......
WaassalamHamain Khabar hai K ham Hain churag Akhir shab~~~HamaraY Baad Andaihra nahi Ujala Hai ~~~
Comment
-
Re: Shadi Mubarak (Artical In Urdu) Part 2
:masha zabardast sharing KHL bhai :jazak:
buhat khoobsoorat baatin hain sarey article main.......NIKKAH ki asal jaga waqai MASJID hai.....NIKKAH MASJID main hi hoona chahiye!
per ik bat kehna chahti hoon k MEHER ki raqam decide kerte waqt lerke ki amadni ko zehn main rakhna chahiye.......takey jab lerki MEHER maangey to husband de bhi sakey aisa na ho k husband na de sake or yuun usko gunnah ho + ager koi meher main 500/- ya 50Rs/- rakhwata hai to is main kiya burai hai?:cc:
ik lerka bus yahi PROMISE ker ley k wo us girl ka khiyaal takhe ga + us se honest rahe ga to ye bhi buhaat hai per ager wo PROMISE fulfill bhi karey to
main ne suna hai k according 2 ISLAM lerke ki 4 months ki pay jitna MEHER hona chahiye.......is it correct????
Comment
Comment