Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

2 in 1

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • 2 in 1

    Assalamalikum

    aaj ka topics un logoo kay baray main hain jo hamaray mushairey main moujood hain lekan un ki koi khas izzat nahi hai....
    in ko mukthlif namoun say pookara jata hai , har jaga in ka apna naam hai ....koi chakka, koi heejra koi kia koi kia kehta hai in ko .....
    na in ka shumar aurtoun main hota hai na mardoun main ...

    aap in kay baray main apni rey dejey yeh kis taraha kay loog hotay hain ?
    aapnay real main in logoo ki deekha hai to aap kis taraha say in ki zindagi ko describe karain gay ?
    yeh loog jesay hain un ko aisa rehna chaye ya aap chahtay hain kisi or taraha say yeh apni life guzarain ?

    :rose
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

  • #2
    Re: 2 in 1

    me ne ese logon ko door door se dekha he jese road side par ya aj kal TV me bhi nazer aa jate hen dramaz me,wese mujhe in ke bare me janne ka khasa tjasus he.bohat mysterious se lagte he na:mm:

    Comment

    • #3
      Re: 2 in 1

      Originally posted by shy
      me ne ese logon ko door door se dekha he jese road side par ya aj kal TV me bhi nazer aa jate hen dramaz me,wese mujhe in ke bare me janne ka khasa tjasus he.bohat mysterious se lagte he na:mm:
      TV main jo deekhaye jatay hain woh asli nahi hotay woh to actor aisay banaye hotay hain :lol ...wesay aaj kal is taraha kay roles actors buhat zaida karnay lagay hain :mm:

      han mysterious to lagtay hian :mm:

      islam main aisay logoo ka ziker kia gia hai kahi ?
      Last edited by .; 8 April 2006, 23:25.
      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

      Comment

      • #4
        Re: 2 in 1

        :thmbup: :thmbup:
        Aanchal thx 4 starting such a BRILLIANT TOPIC
        me reply karoon gi :insha: detail sey......
        actually.....me not feeling well thatz y time nahi de paa rahi...bus jese hi kuch thiik ho jaon....tafseel se aati hoon

        Comment

        • #5
          Re: 2 in 1

          Originally posted by Me Here

          awwww get well soon :phool:
          we r waiting for ur comments :ghug:
          اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
          اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

          Comment

          • #6
            Re: 2 in 1

            Assalaam-0-Alaikom:rose

            acha thead hai.....
            main 3 martaba is ko open kar chuki hoon reply kay liye... lakin kisi aur kaa main masroof ho jati hoon...INSHALLAH TAALAA jald hi apni rai kay saath hazir hongi..aur is topic per discuss karain gay...:)
            For New Designers
            وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

            Comment

            • #7
              Re: 2 in 1

              1.ye bhi insaan hain kuch feelings k saath or hurt heart k saath....q k inka koi nahi hoota so we should pay respect 2 them n we should care them.....taakey wo bhi acchi zindagi guzaar sakin n nafrat ka nishaana nahi banin......unka qasoor kiya hai ager wo normal nahi to????
              infact inkey dunya mai aaney main sometimes parents qasoorwar hoote hain

              2. Buhat nazdeek se dekhna chahti hoon per dekh nahi paai ab tak shaid aagey zindagi moqa de......per dekha to hai or baat bhi ki hai buhat baar mili bhi hon lakin tafseeli discussion se darti hon.....ik martaba main karachi mai thi n tariq road per aisey hi kuch boys in betweens ka roop dhaar ker phir rahey the tab se thoora dar lagta hai.......per inki zindagi pyaar se buhat khaali hai or buhat hadd tak AIMLESS bhi q k unhe proper attention nahi milti albatta NAFRAT or TANZ buhat milte hain

              Aanchal i m really thankful 2 u k ap again ik acche topic k saath aiin
              KHUSH RAHIYYE!:rose

              Comment

              • #8
                Re: 2 in 1

                Originally posted by Rida
                Assalaam-0-Alaikom:rose

                acha thead hai.....
                main 3 martaba is ko open kar chuki hoon reply kay liye... lakin kisi aur kaa main masroof ho jati hoon...INSHALLAH TAALAA jald hi apni rai kay saath hazir hongi..aur is topic per discuss karain gay...:)
                ji zaror aap apnay comments dejey ga :rose
                اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                Comment

                • #9
                  Re: 2 in 1

                  Originally posted by Me Here

                  aulaad jasi bhi too maa baap usay dil say qabool kartay hain ..kuch bachay buhat week hotay hain kuch aisay kay chal pher bhi nahi saktay , mazoor bachay, abnormal bachay .........maa baap har bachay ko dil say paltay hian pher in kay mamlay main parents ki muhabbat khudgharaz kayoun ban jati hai ?:mm:

                  infact inkey dunya mai aaney main sometimes parents qasoorwar hoote hain
                  ?:cc:

                  2. Buhat nazdeek se dekhna chahti hoon per dekh nahi paai ab tak shaid aagey zindagi moqa de......per dekha to hai or baat bhi ki hai buhat baar mili bhi hon lakin tafseeli discussion se darti hon.....ik martaba main karachi mai thi n tariq road per aisey hi kuch boys in betweens ka roop dhaar ker phir rahey the tab se thoora dar lagta hai
                  ji asli aisay banday itnay nahi jitna khud bantay hain loog aisay :lol

                  main is baray main islamic point view saay janna chahti houn ..in ka ziker hai kahi ?

                  yeh loog mardoun ki shakal kay hotay hain awaaz bhi wasi to kaprey bhi un kay pehnna karain na aurtoun wala libaas hi kayoun pehntay hian ...
                  apna naam bhi aurtoun wala reakhtay hian ....

                  aik sawal yeh kay yeh jesay hain wesay hain lekan yeh or logoo ko apnay group main kayoun shamil karnay ki kushihan kartay hian ?
                  اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                  اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                  Comment

                  • #10
                    Re: 2 in 1

                    :blush: :blush:
                    Reply U Sooooooon:pagal:

                    Comment

                    • #11
                      Re: 2 in 1

                      Originally posted by Me Here

                      :rose
                      sirf yahi naeen
                      wo bi hotey haan
                      jin main awaz or shakal , jism to females wala lakin adaatain males wali hoti haan
                      un ko third person hi kaha jata hay
                      chayeh wo apney app ko mod kaheen ya kuch bi
                      pent shirt pehnay wali larkian bi actually isi category main atee haan :)
                      People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

                      Comment

                      • #12
                        Re: 2 in 1

                        Originally posted by filbahere
                        sirf yahi naeen
                        wo bi hotey haan
                        jin main awaz or shakal , jism to females wala lakin adaatain males wali hoti haan
                        un ko third person hi kaha jata hay
                        chayeh wo apney app ko mod kaheen ya kuch bi
                        pent shirt pehnay wali larkian bi actually isi category main atee haan :)
                        :cc: :cc: per in betweens main to awaaz/shakal males wala n adaatin females wali hoti hain?
                        albatta wo girls jo males ki tarah dress up hoti hain.......wo pata nahi kiya saabit kerna chahti hain?shaid wo females bann ker khush nahi hootin:kr:

                        Comment

                        • #13
                          Re: 2 in 1

                          islam key motabik
                          jab zana badkari bahr jati hay
                          to esa hi hota hay

                          mard urton key and urteeen mardoon ki si shakleen banney lagtey haan
                          and is per fakhar kertay haan
                          People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

                          Comment

                          • #14
                            Re: 2 in 1

                            Originally posted by Me Here
                            :cc: :cc: per in betweens main to awaaz/shakal males wala n adaatin females wali hoti hain?
                            albatta wo girls jo males ki tarah dress up hoti hain.......wo pata nahi kiya saabit kerna chahti hain?shaid wo females bann ker khush nahi hootin:kr:
                            naeen yeh fitri hota hay
                            insan key ander jo gender strong hota hay , wo zahir ho jata hay

                            mard to pechan leya jatey haan
                            lakin females ko chor dia jata hay , mod ka lafz kah ker

                            lakin hakeeqat yahi hay key dono apni asliat chor chukey hotey haan
                            and third person ban chukey hotey haan
                            People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

                            Comment

                            • #15
                              Re: 2 in 1

                              Originally posted by Aanchal
                              ?:cc:

                              ji asli aisay banday itnay nahi jitna khud bantay hain loog aisay :lol
                              ji naeen mostly asli hi hotey haan
                              kuch un key ander ney and kuch moashrey nay un ko esa bana dia hota hay
                              70 % wo hotey haan jo key ander sey larki baney per majboor hotey haan
                              and baki ko moashrey nay bana dia hota hay

                              waja
                              child abuse
                              bachpan main jab yeh hota hay , to pir is ko carry on kerwaney key liya wo sari ummer isi tarah rehtay haan

                              is traha key logon ki tadad bi pakistan main bohat hay
                              jin key third person banney ki waja , wo zalim log hotey haan
                              jo in ko is taraf lay jatey haan , you know etc etc
                              People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

                              Comment

                              Working...
                              X