Bananey waley ney kitna Tanha banaya mujhko
Main ney jisko bhi chaha Usney thukraya mujhko
Main taptey hoye sehraa ki zameen hon
Ik umer suraj ney hai jalaya mujhko
Main wo haraf hon jiski haqeeqat nahi koi
likha ik shayer ney or phir mitaya mujhko
Kitney Udaas thay mere shaher k log
Main ney sub ko hansaya, sabhi ney rulaya mujhko
Maan kehti hai nadaan hai wo jisney jaana nahi tujhe
Afsoos Maan ney bhi dilaason say behlaya mujhko
Mere doston ney Usman Ajeb nibhayee dosti
pilaa kar Aab-e-Hiyaat phir Matti main milaya mujheko