Karb chehre se maah-o-saal ka dh0ya jae
Aaj fursat se kaheen beth k r0ya jae
Phr kisi nazm ki tamheed uthai jae
Phr ksi jism ko lafz0n ma sam0ya jae
Kch tu ho raat ki sar-had ma utarne ki saza
Garam s0raj ko samandar ma dab0ya jae
Itni juldi tu badalte nahi h0nge chehre
Gard aal0od hay' aainey ko dh0ya jae
M0at se kh0fzada jeene se be-zaar hen l0g
Almiyaa ye k Hansa jae K R0ya jae. . . . . . . !