Agar aap Windows' "DOS box" ("Command Prompt") ziada istimaal kartay hain to yeh tip aap kay liay hay, aap chahain to aap dos ki settings aasay kar saktay hain keh uss mein 20-25 lines show hoon
1) Sab say pehlay aap DOS prompt kholien start>run mein jaa kar cmd likhain aur enter karain
2) Ab dos kay title bar par Right click karain aur "Properties..." select karain
3) yahaan par aap Layout tab par aaian
4) Ab Height ko jitni lines aao ko chahiyain itni value de kar enter kar dein.