Asalaamoalikum,
Yeh bohat hi simple tip hay jis say aap mouse single click operation kar saktay hain
Sab say pehlay Start par click karain aur My Computer par jien. Ab upper tools menu mein Folder Options par click karain. General tab select karain, click Single-click to open an item (point to select) to active karain aur OK kar dein