Asalam alaikum,
URdu mey jab koi jumla likhtey hein ya bolteyhein to us mey "Issam" , "Feyl" aur baki is tarhan ki cheezein kis sequence mey hoti hein?
jaisey aik jumla hai
Sarah kaam ker rahi hai
is jumley mey in saarey alfaaz ka kya function hai?
Sarah= Isam
Kaam= ?
Ker rahi=?
hai=?

Comment