Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

aik minut may kya karsaktay hn...by BAKHTAWER!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • aik minut may kya karsaktay hn...by BAKHTAWER!

    :roseAIK MINUT MAY AP KYA KYA KARSAKTAY HAN??
    Tamam tareefen ALLAH TALA k liye jo tmam jahano ka MALIK hy!
    VIEWERs..Waqt aisa heera hy jiski keemat ka andaza kam he log laga saktay hn!jo shaks eska sahi estamaal karna seekh jata hy,wo aik aaham saadat hasil kar leta hy.Waqt itni keemti cheez hy k esay zaya karnay se pahlay aik aadmi 100baar sochta hy!Waqt ki misaal aik aisay bartan k jesi hy jo khali ho samajhdaar aadmi es bartan ko kbhi bhi fazool baaton aur raddi ki cheezon se nhe bharta,wo tu es ko es tarha estamaal may lata hy k zayada se zayada naik aur achay kaam karta hy,aur es tarha ALLAH TALA ki khushnodi ka hukdaar ban jata hy.AIK aik minut insan ki zindgi may itni ahmiyat rakhta hy k agar insan chaha ytu wo es aik minut may apnay RBU aur apnay bohat say payaron ko raazi kar sakta hy!Agar ap es baat k khawahish mund hn k ap dunya aur aakhrat may acha mukaam hasil karen aur apnay erd gird k logon ko khushiyan farahum karen tu apni fazool aadaton aur tafreehaat ko bhol jaen,AIK MINUT may ap koe sadka kar k ya koe elam hasil kar k ya kisi achay kaam k liye koshish kar k ap es baat ko saabit kar saktay hn k ap nay apni zindagi k es aik minut ko zaya nhe nhe kiya!lehaza apni zindgi k her hamhay ko important janiye.Ab main kuch aisay kaam likh rahe hon jo ap bohat easily AIK MINUT may kar saktay hn...
    :rose_ap aik minut may SURAT FATIHA 3baar tilawat kar saktay hn,aur es surat k ajr-o-sawab se ap sub behan bhai aagah hn!
    :rose_Ap SURAT EKHLAAS ko 20baar tilawat kar saktay hn.SURAT EKHALS ka aik baar tilawat karna aik QURANN PAK parnay k barabar hy.
    :rose_aP AIK Minut may QURAN PAK ka aik safha tilawat kar saktay hn.
    :rose_Ap aik minut may 100baar SUBHAN ALLAH WABI HUMDEHI kah saktay hn,jo koe din may 100baar ye kalimaat parhta hy oskay saray gunah maaf kar diye jatay hn chahay samander ki jhaag k barabar he kyn na hon.
    :rose_Ap kisi bohat achi kitaab k 2pages parh saktay hn.
    :rose_Ap kisi k sath koe bhalae ka kaam kar saktay hn.
    :rose_Ap ki pareshan insaan ki himmat barah saktay hn.
    :rose_Ap road se koe aisi cheez hata saktay hn jo guzarnay walon k liye takleef ki waja ban rahi ho.
    JEE tu behan aur bhaiyon yahan jitnay bhi kaam bataey gay hn kya un kamon may koe bhi kaam aisa hy k jis k karnay say apka kuch paisa lagay......nhe na!Tu plz apni daily life may in kaamon ko shamil karen aur ALLAH TALA ki zayada se zayada mohabbat hasil karen.Shukriya:rose
    ISHQ HAQEEKI HO YA MAJAZI,
    NACHATA ZAROR HY.....!!:rose

  • #2
    Re: aik minut may kya karsaktay hn...by BAKHTAWER!

    :jazak::rose
    u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

    :pr:

    Comment


    • #3
      Re: aik minut may kya karsaktay hn...by BAKHTAWER!

      jazakkah
      :rosetujhay bhoul janay ki koshishain
      kabhi kaamyaab na ho sakien.....
      teri yad shakh-e-gulaab hay ......
      jo hawa chali tu mehak uhti......:rose

      Comment


      • #4
        Re: aik minut may kya karsaktay hn...by BAKHTAWER!

        jazak ALLAH khar

        Comment


        • #5
          Re: aik minut may kya karsaktay hn...by BAKHTAWER!

          :jazak:

          Comment


          • #6
            Re: aik minut may kya karsaktay hn...by BAKHTAWER!

            :jazak:Allah ham sab ko naik kaam karnay ki tofiq ata farmaye Amin khush rahiay, Amin:rose

            Comment


            • #7
              Re: aik minut may kya karsaktay hn...by BAKHTAWER!

              thx all of u!
              ISHQ HAQEEKI HO YA MAJAZI,
              NACHATA ZAROR HY.....!!:rose

              Comment


              • #8
                Re: aik minut may kya karsaktay hn...by BAKHTAWER!

                :jazak:
                sigpic

                Comment


                • #9
                  Re: aik minut may kya karsaktay hn...by BAKHTAWER!

                  jazakAllah ..
                  Life is more strict than a teacher
                  A teacher teaches a lesson
                  and takes an exam.
                  But life takes an exam
                  and then teaches a lesson

                  Comment


                  • #10
                    Re: aik minut may kya karsaktay hn...by BAKHTAWER!

                    :jazak:
                    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                    Comment

                    Working...
                    X