Na koe gela tujh se na koi sikayat hae
tu rehte hae dil main ye tere enayat hae
khaboon ko sajati hae bas itna hi kafi hae
per tabeer nahi milti, ye mere sekayat hae
barsoon se de raha hoon dastak tere dil per
darwaza nahin khulta, ye kese adawat hae
hae chsam ter mere ,dam ab tu laboon per hae
kya aao ge marqad pe, ye kese qayamat hae
aaya tu uske dil main ,khaboon main na aaya
aur aa ke palat jana, tere bhi tu adat hae
tu marta hae gar us pe,tu ye kyun nahin kehta
tum jan ho, mere jan, bas tum se he ulfat hae
youn jan na nichawer kar, ye Rabi ka hae kehna
khul kar zara keh us se, bas tum se muhabbat hae

Poetry by:
Rabia iqBAL RABI