abhi thehro bata-ti hoon
zara dil ko sambhaloon to
kahin ehsas baqi hai
is dil mein ujarrney ka
zara thehro main lafzon ke ajab se
bhed mein uljhi hoon
mujhey kis dil se chaho ge
yaqin mano mujhey jano
to tum bhi rooth jao ge
ye kese keh bhi doon tumse
teri aankhon ki hiddat
terey jazbon ki uljhan
mujhey khud se churati hai
zara thehro mein aankhon
mein chupey kuch nam se
jazbon ko rok to loon
zara dil ko sambhaloon to
tumhen khud hi bata de gi
merey honton ki khamoshi
tumharey sab jazbey
sab chahaten dil maanta to hai
tumhen janta to hai
phir bhi........
abhi thehro bata-ti hoon
zara dil ko sambhaloon to..........!!!!
by, me ( A)
zara dil ko sambhaloon to
kahin ehsas baqi hai
is dil mein ujarrney ka
zara thehro main lafzon ke ajab se
bhed mein uljhi hoon
mujhey kis dil se chaho ge
yaqin mano mujhey jano
to tum bhi rooth jao ge
ye kese keh bhi doon tumse
teri aankhon ki hiddat
terey jazbon ki uljhan
mujhey khud se churati hai
zara thehro mein aankhon
mein chupey kuch nam se
jazbon ko rok to loon
zara dil ko sambhaloon to
tumhen khud hi bata de gi
merey honton ki khamoshi
tumharey sab jazbey
sab chahaten dil maanta to hai
tumhen janta to hai
phir bhi........
abhi thehro bata-ti hoon
zara dil ko sambhaloon to..........!!!!
by, me ( A)
Comment