Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~*~Is Maah Ka Lafz: WAFA~*~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: ~*~Is Maah Ka Lafz: WAFA~*~

    Is zamanay say na hum koee gela rakhain gain,
    Dil lagain gay tou na shar-e-wafa rakhain gain,
    Na dekhain gay kabhi dil pay laga zakham unhain,
    Dard uthay ga magar dil ko daba rakhain gain

    Comment


    • #17
      Re: ~*~Is Maah Ka Lafz: WAFA~*~

      Har muhabat wafa nahi hoti ,har wafa adda nahi hoti
      kya tamana ki ab jurat hai ,puri koi dua ab nahi hoti

      Comment


      • #18
        Re: ~*~Is Maah Ka Lafz: WAFA~*~

        Yun to koi bhi tanha nahi hota,
        Chah kar kisi se juda nahi hota,
        Muhabbat ko to majburiyan hi le dubti hain,
        Warna koi bhi khushi se Be-Wafa nahi hota.

        Comment


        • #19
          Re: ~*~Is Maah Ka Lafz: WAFA~*~

          Abb jafaa kiijiye yaa wafaa kiijiye
          aaKharii vaqt hai bas duaa kiijiye :lol

          Comment


          • #20
            Re: ~*~Is Maah Ka Lafz: WAFA~*~

            wafa kareinge nibhainge baat maanenge
            tumhein bhi yaad hai kuchh ye kalam kiska tha

            Comment


            • #21
              Re: ~*~Is Maah Ka Lafz: WAFA~*~

              Gosh-e-altaaf sey mehroom sadaein meri
              jazb-e-taaseer sey mayoos duaein meri
              ik nazar dekh, nazar pher key janey waley
              ab merey haal peh roti hain WAFAein meri
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment


              • #22
                Re: ~*~Is Maah Ka Lafz: WAFA~*~

                Yaad teri jab kabhi ayi Wafa roti rahi
                ankh se barsa wo badal intiha roti rahi
                tere milne k liye jab bhi uthaye mein ne hath
                meri is masoom khuwahish per dua roti rahi

                Comment


                • #23
                  Re: ~*~Is Maah Ka Lafz: WAFA~*~

                  Wafa key naam per tum kyun sanbhal key baith gaey
                  tumhari baat nahin, baat hai zamaney ki
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment


                  • #24
                    Re: ~*~Is Maah Ka Lafz: WAFA~*~

                    Yehi Wafaa ka silaah hai,to koi baat nahi
                    Yeh dard tum ne diya hai,to koi baat nahi

                    Comment


                    • #25
                      Re: ~*~Is Maah Ka Lafz: WAFA~*~

                      Wafaoun ka sabaq kis sey seekho aey Masood
                      jis mehfil mein geya, bewafaiyon ka mazhar samney tha
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment


                      • #26
                        Re: ~*~Is Maah Ka Lafz: WAFA~*~

                        aaya hi tha abhi maira lab par wafa ka naam
                        kuch doston na haath ma patthar utha lia

                        Comment


                        • #27
                          Re: ~*~Is Maah Ka Lafz: WAFA~*~

                          Wafa key naam per kuchh shoabgar!!
                          chura letey hain hathon ki hina tak
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment


                          • #28
                            Re: ~*~Is Maah Ka Lafz: WAFA~*~

                            Meri wafa kay kabil nahin ho tum
                            Pyar mile aisey insaan nahin ho tum
                            Dil kyun tum par aethbaar kare
                            Pyar main dhoka de aisey bewafa ho tum...

                            Comment


                            • #29
                              Re: ~*~Is Maah Ka Lafz: WAFA~*~

                              Wafa main ab ye huner ikhtyar kerna hai
                              wo such kahe na kahe, mujhe aitbar kerna hai
                              ye tujh ko jagte rehne ka shoq kab se hua?
                              mujhe tou kher tera intzaar kerna hai


                              Never trust blindly!!!!

                              _______________________________



                              _____________________________________________

                              Comment


                              • #30
                                Re: ~*~Is Maah Ka Lafz: WAFA~*~

                                Meri wafa merey wadey ka aetbar karo
                                milan qareeb hai thora intizaar karo
                                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                                Comment

                                Working...
                                X