Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~~ Where there is love there is life ~~ collection from the painful heart of pErIsH_BoY .>>>>>>

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Bhigo dale.



    Zindagi k.

    Is bayaban min.

    Tum abr-e-baran.

    Ho mere liye.

    Aur.

    Abr bhi aisa k.

    Jo poor poor ko.

    Bhigo dale.






    Comment


    • Aik phool ki maanind.





      Mere liye itna kafi he k.

      Min apni sarzameen par mout dekhon.

      Aur yahin dafan hon.

      Aur is mitti min pighal kar phel jaon.

      Phir phool ki trah zameen se bahar niklon.

      Mere des k bache is k sath khelen.

      Mere liye itna hi kafi he.

      K min apne watan ki goud min rahon.

      Is trah jese muthi bhar gard.

      Bahaar ki ghas ki trah.

      Aik phool ki maanind.




      Comment


      • Hijar ka mosam thehar gaya he







        Us ne pucha.

        Sare sapne toot gaye kia?

        Min ne kaha.

        Kuch kuch baqi hen.

        Us ne pucha.

        Khud se baten karne ki aadat he kab se?

        Tohfa diya he, min ne bataya, tanhai ne.

        Nain katore, gaal gulabi, roop sunehra, kia kar dala?

        Min ne kaha, dil k aangan min.

        Hijar ka mosam thehar gaya he.


        Comment


        • Tujhe kia khabar mere hal ki.









          Tujhe kia khabar mere hal ki.

          Mere dard, mere malal ki.

          Ye mere khayal ka silsila.

          Kisi yad se he mila hoa.

          Use dekhna, use sochna.

          Meri zindagi ka he fesla.

          Ye usi ki palkon k saye hen.

          Meri rooh min jo utar gaye.

          Ye janoon-e-manzil-e-ishq he.

          Jo chale to jan se guzar gaye.

          Mujhe is muqam pe chorna.

          He ye bewafai ki intiha.

          Ye qafs ho jese khuli faza.

          Yahin sukh ka sans min lon sada.

          Jinhen teri deed ki piyas thi.

          Wo katore nainon se bhar gaye.

          Ye janoon-e-manzil-e-ishq he.








          Comment


          • Re: Aik phool ki maanind.

            zabardast :clap:
            اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
            اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

            Comment


            • Re: Aik phool ki maanind.

              nice ji

              Comment


              • Re: Aik phool ki maanind.

                wah jee wah zabardasttt

                Comment


                • Re: Kya ra'anai? ya Tanhai ????

                  buhaaat khoobb

                  Comment


                  • Re: Hijar ka mosam thehar gaya he

                    sad but nice..

                    Comment


                    • Re: Love U so Much...!!

                      awww ina khoonn

                      Comment


                      • Re: Ab ay chanda.....!!

                        hmmm nice jeee

                        Comment


                        • Re: Agar Tum Mujh Ko Mil Jate.

                          Wah Kia Baat Hay
                          Bohat Khoob .. :)
                          :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                          Comment


                          • Re: Ik judai ka mosam...!!!

                            Bohat Khoob
                            :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                            Comment


                            • Re: Love U so Much...!!

                              Nice ............
                              :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                              Comment


                              • Re: Humen Tum Se Mohabbat He”!!!

                                Wah Kia Baat Hay
                                Bohat Aala .. :)
                                :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                                Comment

                                Working...
                                X