jab raat gaye teri yaad aayi, sau tarha se jee ko behlaaya
kabhi apne hi dil se baateN keen, kabhi teri yad ko samjhaaya.
yunhi waqt ganvaaya moti sa, yunhi umr ganvaayi sona si,
sach kehte ho tum ay ham suKhanon! is ishq mein hum ne kya paaya?
...
jab pehle pehal tujhe dekha tha, dil kitne zor se dharka tha
wo lehr na dil mein phir jaagi, wo waqt na laut k phir aya.
phir aaj tere darvaaze par, bari der ke baad gaya tha magar,
ek baat achaanak yad aayi, main baahir hi se laut aaya.. X..