Azeez itna hi rakho k jee sambhal jaye
Ab isqadar bhi na chaho k dam nikal jaye
Mile hain yun to bohot,aao ab milen yun bhi
K rouh garmi_e_anfas se pighal jaye
Mohabtoon main ajab hay dilon ko dharka sa
K jane koun kahan raasta badal jaye
Zahey woh dil jo tamanaye taza tar main rahe
Khusha woh umar jo khawabon main hi bahel jaye
Main woh chirag sar rahguzar duniya houn
Jo apni zaat ki tanhaiyon main jal jaye
Har ek lahaz yehi aarzu,yehi hasrat
Jo aag dil main hay woh seher main bhi dhal jaye