Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~* ~ Amir Ki Pasand ~* ~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • ~* ~ Amir Ki Pasand ~* ~



    sehra main baade saba chahta hun
    koi darde dil ki dwa chahta hun

    dunya men jis ki nahi hai dwa
    wo marz khud ko laga chahta hun

    ramooze ishq o mohabat se anjaan hun
    muje jo sikhaye wo dilruba chahta hun

    chalti rahe kahan pyar ki kashti
    mohabbat main aisa darya chahta hun

    raat ka sanaata aur us pe tanhaee
    aise mosam main thori zia chahta hun

    ruswayo ka dar hai warna to sahib
    kahan main apna bhala chahta hun

    juram hua hai sarzad muj se
    gunehgaar hun mian saza chahta hun

    lab khamosh hain to aankhon se kehdo
    waqt nazuk hai teri raza chahta hun

    roze mehshar deedaar ka wada hai un ka
    aaj ho qiyamat bappa chahta hun

  • #2
    Re: ~* ~ Amir Ki Pasand ~* ~

    Woww......... :masha Buhut acha intikhab hai aap ka ..

    share kerne ka shukriya, keep it up :rose
    sigpic

    Comment


    • #3
      Re: ~* ~ Amir Ki Pasand ~* ~

      wakee really achi psand hay

      Comment


      • #4
        Re: ~* ~ Amir Ki Pasand ~* ~

        Thank you so much
        aap kee pasand karney ka

        Comment


        • #5
          Re: ~* ~ Amir Ki Pasand ~* ~


          HMMMMMMMMMMMMMMMMMMMMMM NICE

          CHIPKOOOOOOOOOOOO

          Comment

          Working...
          X