Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Zindagi - Your Challenge

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Zindagi - Your Challenge

    Assalamo allaikum

    Kuchh din pehley main ney aik mazmoon likha tha, Zindagi, ab main us mazmoon per aap ko harkat mein lana chahta hoon. Mujhey yahan per siraf un logon ki participation chahiye jo seriously is mazmoon ko samajhna chahtey hain.
    Attached Files
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

  • #2
    Re: Zindagi - Your Challenge

    Very Nice Masood Bhaee Bohot zabardast chalange hai
    zaroor insha Allah shirkat keroon ga
    sigpic

    Comment


    • #3
      Re: Zindagi - Your Challenge

      Asslam o Alycum Masood Bhai Mein tu is challenge me lazmi hisa loon ga laiken ap mujhe ye batayein ke is goshware ko fill karne ke baad kia karna hai. kia yeah apne pass rakhna hai ya phir ......................?

      Comment


      • #4
        Re: Zindagi - Your Challenge

        v nice thread :salam:
        KOI TO HO :dua

        Comment


        • #5
          Re: Zindagi - Your Challenge

          ..jaisey hi kaam sey kuch fursat milti hai..zaroor is goshwarey ko fill karoogii

          bauht achi kawish haii logo ko moqa deney ki k woh apni guzri or aney wali zindagi per roshni dal sakaian:clap:

          Comment


          • #6
            Re: Zindagi - Your Challenge

            Masood Sahab

            Inshallah main be iss main sherkat karonu gaa

            Amanat Hussain Anjum.

            Comment


            • #7
              Re: Zindagi - Your Challenge

              Originally posted by Masood View Post
              Assalamo allaikum



              Kuchh din pehley main ney aik mazmoon likha tha, Zindagi, ab main us mazmoon per aap ko harkat mein lana chahta hoon. Mujhey yahan per siraf un logon ki participation chahiye jo seriously is mazmoon ko samajhna chahtey hain.
              walaikum salam bro.

              kehney ko to mey yahan mey apni diary hi rakh deyti :D magar ye kaam mey nahi ker sakti to mey aap key sawalaat key jawabaat dey deyti hun .....

              Meyri Zindagi ki Kamyabi'yan
              1. Aik aeysi beyti jo key apney Patents ka fakhr hai
              2. Agar koi masla hai to us key solutions pey kaam karein na key problems pey......
              3. pehley mey bohot indecisive thi leykin ab apni zindagi ka sab sey eham decision leyney key baad mey ney decisions leyna seekh liya hai ....:alhamd:
              4. Studies ofcourse(my undergraduate degree in Mass com. )
              Zindagi mey Eham tareen
              1. Meyri family
              2. Meyrey friends
              3. aur aik aeysa environment jis mey...Mey independently survive ker sakun
              4. aur Mey khud :D
              Is waja sey meyri Qadr ki jaye

              Mushkil sawal hai,
              Mmm mey doosron key sath kafi tolerant hun aur mey chahun gi key log kam sey kam meyri issi quality ki bina per meyri qadr karein

              Agli Nasl key liye

              abhi to mey khud seekhney key maraahil mey hun :D
              1. to every problem there is a solution
              2. Respect otherz views, opinions, thoughts.
              3. hamesha doosron key liye available rahein, sab logon key liye jin ko aap ki zaroorat hai
              4. give the best to the world and the best will come back to you
              Meyrey waleydeyn hamesha kehtey hein
              1. waqt pey soya karo
              2. waqt pey khaya karo aur kuch healthy khaya karo
              ye Mujhey behtar kerna hai

              Mujhey bohot kuch behtar kerna hai..... :D
              1. Mey bohot ziada hassaass hun jo key mey nahi hona chahti
              2. Meyrey kamrey mey hamesha aik bomb blast hua hota hai .......lol leykin ye sirf kamrey tak mehdood hai baki her jaga mey organised hun ALhumdulillah
              3. Mey bilkul apni diet ka khayal nahi rakhti ....
              filhaal abhi zeyhan mey itna hi hai.....magar bohot kuch hai sahih kerney key liye thats i know.....

              Meyrey kh'aab/Umeedein
              1. to be understood( its a khawahish key log mujhey samaj sakein)
              2. meyri studies araam sey aur bohot achi si khatam ho jayein
              3. Mey apni family key liye apney mulk key liye beyshak kam leykin zaroor kuch ker sakun inshAllah
              Meyra Na'ra

              Aeysa koi bhi nahi hai meyrey khayal mey......
              " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

              Comment


              • #8
                Re: Zindagi - Your Challenge

                Wow

                Comment


                • #9
                  Re: Zindagi - Your Challenge

                  gooiiiiid:rose
                  KOI TO HO :dua

                  Comment


                  • #10
                    Re: Zindagi - Your Challenge

                    nice challenge

                    Comment


                    • #11
                      Re: Zindagi - Your Challenge

                      waalaikumasalam bhai....:rose

                      hume ilm nahi ke hum ZINDAGI ko le ker kitne serious hai aur kitne nahi... bus as a PG member reply ker rahe hain.... :)

                      } Meri Zindagi ki kamyaabiyaan:



                      } Zindagi mein aiham tareen:

                      1. Raza-e-Ilahi...
                      2. Rishte (aman, baba aur muhabbat)

                      } Is wajah se meri qader ki jaye :



                      } Agli nasal ke liye:




                      } Mere waldein humesha kaihte hain:



                      } Yeh mujhe behter karna hai:



                      } Mere khawab:


                      } Mera Narah:

                      Last edited by ummid; 22 March 2007, 04:05.

                      Comment


                      • #12
                        Re: Zindagi - Your Challenge

                        Originally posted by ummid View Post
                        waalaikumasalam bhai....:rose

                        hume ilm nahi ke hum ZINDAGI ko le ker kitne serious hai aur kitne nahi... bus as a PG member reply ker rahe hain.... :)

                        } Meri Zindagi ki kamyaabiyaan:



                        } Zindagi mein aiham tareen:

                        1. Raza-e-Ilahi...
                        2. Rishte (aman, baba aur muhabbat)

                        } Is wajah se meri qader ki jaye :



                        } Agli nasal ke liye:




                        } Mere waldein humesha kaihte hain:



                        } Yeh mujhe behter karna hai:



                        } Mere khawab:


                        } Mera Narah:
                        :em:

                        Comment


                        • #13
                          Re: Zindagi - Your Challenge

                          Sach sach bataon ga aur es main jhoot bolny aur chupany wali koi baat nahi.

                          Meri Zindagi ki kamyaabiyaan:


                          meri life to hay hee kamyab kiun k kisi chez ko hasal ker laina mery liy koi mahny nai rakhta balky os tak puhanchny main tag o do kerna hee sab kuch hay


                          } Zindagi mein aiham tareen:


                          1 Zindgi
                          2 Insaan.

                          } Is wajah se meri qader ki jaye :


                          keonky main aik insaan hun

                          } Agli nasal ke liye:

                          sari towajo elam hasil krny main.. laga dain...aur insaaniyat ka ahtiram karian
                          aur piyar her aik sy karian nafrat kisi sy nahi( jo main nahi krta khudh.)
                          } Mere waldein humesha kaihte hain:


                          aye koi lazmi koi na koi gull khilay da.
                          } Yeh mujhe behter karna hai:
                          soch ker baat karna aur dosry kee achi tarah listien kerna

                          } Mere khawab:

                          وے بُلھیا اساں مرنا نا ہی
                          گور پیا کوی اور


                          } Mera Narah:
                          عشق جب سکھاتا ہے آداب خود آگاہی
                          کُھلتے ہیں غلاموں پر اسرارِ شہنسای

                          Muhabbat sab k liy

                          Comment


                          • #14
                            Re: Zindagi - Your Challenge

                            @ khl

                            mujhey aap ki signs wali lang. bilkul bhi nahi samaj ayi?

                            @ Ummid

                            I would love to discuss each and every point with you ....seriously....
                            " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                            Comment


                            • #15
                              Re: Zindagi - Your Challenge

                              Originally posted by Khalil View Post

                              keonky main aik insaan hun



                              soch ker baat karna aur dosry kee achi tarah listien kerna


                              Muhabbat sab k liy
                              Aap sey guzarish hai keh issey sahih font mein post kijiye - shukriyah!
                              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                              Comment

                              Working...
                              X