Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Smoking in islam

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Smoking in islam

    pata nahi ye topic is section ke liye sahi hai magar maine socha chunki smoking ki baat chal rahi hai yahan to ek post baDi achchi paRhi thi..socha share kar loon.. :rose

    http://www.islamcan.com/cgi-bin/increaseim...519867019.shtml

  • #2
    Re: Smoking in islam

    Asslam-o_Alikum WR WB

    Shammu bhot umda

    FeaamnAllah
    Meri Taqdeer Main Likha Tha Khuda Ny Aik Din
    Tu Jisay Cha-hyga Wo Shaks Paraya Ho Ga


    Comment


    • #3
      Re: Smoking in islam

      Originally posted by shummu
      pata nahi ye topic is section ke liye sahi hai magar maine socha chunki smoking ki baat chal rahi hai yahan to ek post baDi achchi paRhi thi..socha share kar loon.. :rose

      http://www.islamcan.com/cgi-bin/incr...19867019.shtml
      Bilkul sahi jagah pe aap ne topic lagaya hai...mardon ke baithak mein...kyon ke cigarette noshi mard hazrat hi kartey hain,...aap ka diya huwa link bhi dekha...ham mard hazrat ko pata chalna chahiye ke cigarette se kya kya nuqsanat hain
      Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
      Hamarey naam ka patthar zaroor milega

      Comment


      • #4
        Re: Smoking in islam


        NICE..................

        CHIPKOOOOOOOOOOOO

        Comment


        • #5
          Re: Smoking in islam

          kuch Ulma e akram ke mutabik smkoing "Mubah" yani Jiz hai..
          it mean na sawab hai na gunah..
          lekin agher yeh Jaan ke liye Khatra ban jay tu.. ab yeh "haram" bhi ho sakta hai..... it depends what ulma e akrma say about it..
          per her smkoing kernay waly ko app "shrain" yani islamic point of view sey rook nahin sakty..

          wy sy mujy khud smkoing bhut buri lagti hai mery saath bus main ko smkoing
          kerna wala shakis baith jay tu main seat change ker letaa hoon.......
          smkoing is 2 bad.....
          Zaid Hammid on Sawat War..
          A must Watch..

          Comment


          • #6
            Re: Smoking in islam

            main ny to aaj tak segreat nahi piyaa

            Comment


            • #7
              Re: Smoking in islam

              main cigerat to nahi pita albata sutha lagata honn:smoker:
              Last edited by D@y W@lk3r; 15 December 2007, 19:50.
              ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

              Comment


              • #8
                Re: Smoking in islam

                sis buhat acchi sharing hai:rose
                Allah karey iskaa asar bhi ho sab per AMEEN!:dua

                Comment


                • #9
                  Re: Smoking in islam

                  thanx....:)
                  acchi sharing ki hai aap ne...:rose

                  Comment

                  Working...
                  X