Originally posted by munda_Sialkoty
View Post
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
!s!.....PasooRRi
Collapse
X
-
Re: !s!.....PasooRRi
-
Re: !s!.....PasooRRi
Originally posted by jia View Post
mainu pehly he pata c tussi duwaan nay rall k koi nawe pasoori paa leni ay................................:slap:
Leave a comment:
-
Re: !s!.....PasooRRi
Originally posted by munda_Sialkoty View PostYeh to heelay bahanay hein. Jahan tak mujay pata he k Pasoori ka matlab "Khup" pana he. Yani kisi bhi moaamlay mein khoob worthless behas kerna jis se koi bhi output na niklay aur yeh aap ko bhi pata ho but you carry on just to tease others.
Leave a comment:
-
Re: !s!.....PasooRRi
Originally posted by munda_Sialkoty View PostAye 5 rupay mein hoor dinaa waan thoori sari hoor pasoori paa deyo :kr:Originally posted by musaddaq View Post
oh yaar 5 rupayee kion zaya ker raha hia, inhe kuch na bhi do ge tab bhi inho ne khap machayi he rakhni hia
Leave a comment:
-
Re: !s!.....PasooRRi
Originally posted by thefire1 View PostWalaikum Assalaam
ALHAMDULLILAH aap ki kheriyat khuda wanda-e-kareem say naik matloob hoon
Pasooree marnay ka matlab "Apni baat say yaa waaday say mukar jaana" sahi?
101 tou bohat kam hain pasoree maarnay waalay bayshumaar bahanoo say LOADED hotay hain misaal kay tou per kisi say milnay ka waada kia ho tou jawaab aksar yeh aatay hain:
1. Yaar tabiyat achanak kharab hogayi thi
2. Mobile main credit khatam hogaya tha, call na kar saka
3. Mobile silent per tha, tumhari call dekh na saka
4. Abbu nay bohat zaroori kaam say bhaij dia tha
5. Ghar mehmaan aagayay, nikal nahin saka
6. Ammi nay kaha imtihaan ki tayaari karo
7. Baji kay ghar jaana hogaya zaroori kaam paR gaya
8. Paroosi ki ladki chat say gir gayi thi ussay hospital lay gaya
9. Paroos main dada abbu beemaar thay unki dawayi lainay chala gaya
10. Bohat thak gaya tha, bister per baitha aur aankh lag gayi etc etc
Leave a comment:
-
Re: !s!.....PasooRRi
Walaikum Assalaam

Originally posted by saraah View Postasslamoalikum respected members
hope u wl b fine shine :phool:
ek din mashwra mila ....''chup mat raha kro,pasooRi paa k rakha kro''........ muje batayen pasooRi kese paa k rakhtay hain,pasooRi panay k 101 tareeqay muje chahiyen :p
Leave a comment:
-
Re: !s!.....PasooRRi
Originally posted by lucky View Postbzurg to yahi kehty hain abhi to main jawan hoon:lol
or u ka b wahi haal hai k abhi to u munda ho :lol
Leave a comment:
-
Re: !s!.....PasooRRi
Originally posted by lucky View Postacha acha mango :lol
Haan isay punjabi mein mango urdu mein aam aur angreezi mein "common" kehtay hein. Garmiyoon mein common khati ho na
Leave a comment:
-
Re: !s!.....PasooRRi
Originally posted by lucky View Postu bazurg ho isi liye zyada pasoori paaty ho :lol
Leave a comment:
-
Re: !s!.....PasooRRi
Originally posted by lucky View PostUmb? :cc:
Leave a comment:
-
Re: !s!.....PasooRRi
Originally posted by lucky View Post5 rupy day do gay tay thwada account khaali ho jaye ga....
Leave a comment:
Leave a comment: