Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

!s!---Kin Logo Ka Sath

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • u_r
    replied
    Re: !s!---Kin Logo Ka Sath

    Originally posted by saraah View Post
    :lahoul....peeti ho aur kissi doosre ko bhi saath shaamil ker rahi ho!!!!!!!!!!!!!!!!!!toba toba

    Leave a comment:


  • Mr. Sialkoty
    replied
    Re: !s!---Kin Logo Ka Sath

    Originally posted by saraah View Post
    repu :think: iss baat pe :think: ................... :rew:

    tum apni repu wapis lo muje tumharay sath uljhna hai
    Mein reputation wapis le raha hoon, aa jaoo medaan mein. Masood nahi to tum he sai :manicure:

    Leave a comment:


  • Mr. Sialkoty
    replied
    Re: !s!---Kin Logo Ka Sath

    Originally posted by ambreen_shaam View Post
    dil lagaya tha dil lagi kayliye...... mein tu aisay logon mein bhi rah leti hoon jin se dil bhi na milay zahan bhi agar milay.... agar shakal bhi na milay phir bhi rah leti hoon...... dil mein bus rahnay ka irada ho tu insaan janwaron kay saath bhi rah leta hai.....:ys:
    Waah cheeti tumhari jitni tareefein karon kum hein is liye nahi ke raha :ys:

    Leave a comment:


  • BhaTaktii RooH
    replied
    Re: !s!---Kin Logo Ka Sath

    Originally posted by GumShuda View Post
    Walaikumsalam

    Meray khayal mein, 1st option. Jinkay saath dil na milay uskay saath rahna mushkil hai. I think, jahan tak zehan na milnay ki baat hai tu har kisi ka apna apna point of view ho sakta hai aur insaan compromise bi kar sakta hai. Lekin jis ke sath rahnay se dil ko sakoon na milay aur zehan milta bhi ho tu useless hai.
    : )
    Good question btw.
    sab Khush rahain Dua.
    uncle ap ka or mera zehan kitna milta hai..........kahiin aik hi tu nai...

    Leave a comment:


  • GumShuda
    replied
    Re: !s!---Kin Logo Ka Sath

    Walaikumsalam

    Meray khayal mein, 1st option. Jinkay saath dil na milay uskay saath rahna mushkil hai. I think, jahan tak zehan na milnay ki baat hai tu har kisi ka apna apna point of view ho sakta hai aur insaan compromise bi kar sakta hai. Lekin jis ke sath rahnay se dil ko sakoon na milay aur zehan milta bhi ho tu useless hai.
    : )
    Good question btw.
    sab Khush rahain Dua.

    Leave a comment:


  • saraah
    replied
    Re: !s!---Kin Logo Ka Sath

    Originally posted by ambreen_shaam View Post
    akailay akaily chai pee rahi ho.....
    aaj k chaye aap k naam

    Leave a comment:


  • saraah
    replied
    Re: !s!---Kin Logo Ka Sath

    Originally posted by munda_Sialkoty View Post
    Tumhari reputation add ker raha hoon ub tum aisay dance ker sakti ho :okq:
    repu :think: iss baat pe :think: ................... :rew:

    tum apni repu wapis lo muje tumharay sath uljhna hai

    Leave a comment:


  • ambreen_shaam
    replied
    Re: !s!---Kin Logo Ka Sath

    Originally posted by saraah View Post
    akailay akaily chai pee rahi ho.....

    Leave a comment:


  • ambreen_shaam
    replied
    Re: !s!---Kin Logo Ka Sath

    Originally posted by aabi2cool View Post
    jin k sath zehan na mily kionk k dilka har kisi se milnay lazim naheen hota aur dil na bhi mila ho guzara hojata hi magar jab zehan hi an mileen to phir bohat mushkil hi
    dil lagaya tha dil lagi kayliye...... mein tu aisay logon mein bhi rah leti hoon jin se dil bhi na milay zahan bhi agar milay.... agar shakal bhi na milay phir bhi rah leti hoon...... dil mein bus rahnay ka irada ho tu insaan janwaron kay saath bhi rah leta hai.....:ys:

    Leave a comment:


  • Mr. Sialkoty
    replied
    Re: !s!---Kin Logo Ka Sath

    Originally posted by BhaTaktii RooH View Post
    matlub batao
    Hathi = Elephant
    Paw = Janwar ka Panja
    Ana = Yeh kabi Pakistani currency mein hua kerta tha jese k Wudda aana yani 10 Paise

    Ub in teeno ko mila ke apni pasand ka terjma kar lo :manicure:

    Leave a comment:


  • BhaTaktii RooH
    replied
    Re: !s!---Kin Logo Ka Sath

    Originally posted by munda_Sialkoty View Post
    Tum us ko mere hathi pawana chahti ho
    matlub batao

    Leave a comment:


  • Mr. Sialkoty
    replied
    Re: !s!---Kin Logo Ka Sath

    Originally posted by BhaTaktii RooH View Post
    Tum us ko mere hathi pawana chahti ho

    Leave a comment:


  • BhaTaktii RooH
    replied
    Re: !s!---Kin Logo Ka Sath

    Originally posted by munda_Sialkoty View Post
    Na na wo saheeli he meri aisa ho nai sakta

    Leave a comment:


  • Mr. Sialkoty
    replied
    Re: !s!---Kin Logo Ka Sath

    Originally posted by saraah View Post
    tumein pata ha me ulajhna pasand nae krti.
    Tumhari reputation add ker raha hoon ub tum aisay dance ker sakti ho :okq:

    Leave a comment:


  • Mr. Sialkoty
    replied
    Re: !s!---Kin Logo Ka Sath

    Originally posted by BhaTaktii RooH View Post
    koi nayi larrayi start honey ka imkaan hai?????
    Na na wo saheeli he meri aisa ho nai sakta

    Leave a comment:

Working...
X