Originally posted by Z.
View Post
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Boycott'ing Facbook..??
Collapse
X
-
Re: Boycott'ing Facbook..??
Originally posted by Z. View PostWalaikum salam,
Jahan tak mujhey iss saari kahani ki samaj ayi hai, wo ye hai k Facebook pe aik member ney ye aik group banaya aur uss ye msg aagey pohancha diya, reaction k taur per musalmano ney iss k against aik group banaya aur iss ka msg aagey pohancha diya, Kehney ka maqsad ye hai k its not the Facebook itself jiss ney ye initiative liya .... aur ye bilkul issi tarah hai jaisey Internet pe bohot saari sites hien jin mey sey kuch anti islam hain, ab in anti islam sites k creation k zimmeydaar Internet nahi hai balkey issey sirf aik tool ki tarah istemaal kiya jata hai issi tarah Facebook ko bhi aik tool ki tarah isteymaal kiya gaya hai...
ye bhi batati chalun k mey Facebook ki fan nahi hun, na hi yahan Facebook ko defend ker rahi hun ---
Mey sirf ye kehna chahti hun k hamein boycott zaroor kerna chahiye magar iss andaaz mey k ...... behtar nahi k ham log bhi Facebook ho ya Internet khud in ko as tool istemaal ker k Islam k liye kharey hon, aur aik achey andaaz mey Iss ka pegham pohanchayein bajaye sirf aur sirf Protests kerney k??
so just shoot that member
Leave a comment:
-
Re: Boycott'ing Facbook..??
Walaikum salam,

Originally posted by *pIoUs FaIrY* View Postkia hoya tha?????? :think:
Leave a comment:
-
Re: Boycott'ing Facbook..??
Good going friends. Aap sub ke khyalaat dekh ke me ko bohat acha lag raha he. May God bless you all.
Leave a comment:
-
Re: Boycott'ing Facbook..??
Originally posted by munda_Sialkoty View PostBoota khush na ho. Aik baar aik baandri khush hui thi phir us ka anjaam jo hua tha wo pura PG janta he :kr:
Leave a comment:
-
Re: Boycott'ing Facbook..??
whats going on guyssssssssssssssssssss372-scare
Leave a comment:
-
Re: Boycott'ing Facbook..??
Originally posted by MSA View Postham kab tuk kis kis cheez ka boycott karte rahein ge - yeh jo oper image he jis me likha he ke per user earning 2.38$ hoti he - mere khayal me yah sahi nah - kyun ke facebook pe user se zyada advertisment ke zarye paisae kamae jate he - per user earning bhi hoti ho gi lekin itni nahi - aur phir aik baat ham kab tuk boycott karte rahe gein - kal ko HOTMAIL pe aise images hounge app hotmail ka boycott karein ge?? - phir Google pe ajae ga to google ka karein ge?? - me abhi kuch din pehle kisi site pe gaya - waha aik security code enter karna tha image dekh kar - app yakeen nahi karein ge - waha jo code aya jo mujhe enter karna tha wo kuch "Muhammad ***** " tha aur aik -ve sentence bun raha tha - mujhe abhi wo word sahi se yaad nahi araha - but yeh abb common hota ja raha he - to hum kis kis cheezo ka boycott karein ge ??
yeh to wesi hi situation ho gai na jo 1857 ke baad hoi thi aur course aesa tha jis ko dekh kar musalman boycott kar dete aur phir apna hi nuksan horaha tha -
khair me ne ajj aik headline dekhi k - hukumat se sweden ka sifarat'khana bund kar dia he - toheen ameez khako ki ashaat ki waja se - i guess yeh matter aisi hi resolve ho ga - hame na sirf Pakistan bulke Saudia Arabia, Iran aur power Muslim states ko collectively action lena pare ga - government level pe apne mufadad munwane hounge - import/export jo ho rahi he aese mulko se unhe blackmail karna ho ga - ta k unhe apna koi nuqsaan bhi nazar aye aur waha ki hukumat khud aisi cheezein dekh kar khud hi ban karey - na kae ham boycott hi karte rahe -
is ke sath sath - being an indiviual - hame apne tae facebook ka boycott karna chahie - is liye nahi ke is se koi fark pare ga - sirf is liye ke agar hukumat kuch nahi karti to atleat app to satisfy ho ke mein ne kuch to kya - bhale fark na pare lekin kuch kya to -
kab tak aur kis kis cheez ka boycott karna hai ....yeh nahin sochna hai .... baat hai action lainay ki ...... jo aik individual lay sakta hai ....
Leave a comment:
-
Re: Boycott'ing Facbook..??
Originally posted by aabi2cool View Postaslam o alykum rania aap ki tehreer ka jo hisa main nay numian kia hi us k foran bad jo alfaaz aap nay kisi alim e deen ki taraf se naqal kiye hain plz un ko adit karo aur un ki jaga ye alfaaz likho jo gustakhi risalat horahi hi wageraaa .
abhi theek hai..
Leave a comment:
-
Re: Boycott'ing Facbook..??
Originally posted by MSA View Postساز چاچو آپ نے حل مجھے میسج نہیں کیا ابھی تک ؟؟؟
اور وہ حمد میر کا کالم بھی شیر کر دیں -
حامد میرکا کالم فلحال میرے پاس سکین کی صورت میں نہیں ہے کوشش کرتا ہوں جلد ہی اسے سکین کر کے شئر کروں یا پھر اسے جنگ کی سائٹ سے ڈھونڈ کر لگاتا ہوں ۔Last edited by S.Athar; 20 May 2010, 00:36.
Leave a comment:
-
Re: Boycott'ing Facbook..??
bahut acha kiya jo isko band kiya main ne tu kabi is ko join hi nahi kiya
Leave a comment:
-
Re: Boycott'ing Facbook..??
main tou heraan hoon iss bat per hoon ke log iss site ko itna use q karte hain.............
Leave a comment:
-
Re: Boycott'ing Facbook..??
Originally posted by *pIoUs FaIrY* View Postaj to mein khush khush shukar yeh site ban ho gae :dance5: mjko to waisy he pasand nai the yeh
Leave a comment:
Leave a comment: