Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

internet se khaufzada kyun ho?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • internet se khaufzada kyun ho?

    Assalam o Alaikum....

    her ek se sunti aa rahi hoon key internet per apni personal bio-data/pictures share nahi karna chahiye..... real name, age, location kuchh bhi nahi batana chahiye.... kaha jata hey key kuchh bhi nuksanaat hosakta hey.... jo meri samajh mein yeh nahi aata key ham apni identity ko kyun confidential rakhte hein.....

    meri ek relative jo canada mein rahti hein unki apni family website hey jis per poori family ki pictures rakhi hoe hein...... ek univ ki assistant professor hein unki bhi family picture site per available hein....

    meri aur bhi kaafi friends aur janay waley hein jin ki personal/family websites hein kuchh tu aisey hein jinho ney ghar ki address aur mobile number bhi likhey hotey hein....

    kahnay ka maqsad yeh hey key in loogon ko tu kabhi aisa nuksaan nahi howa hey..... tu phir ham iss tarah ek doosrey ko real name, age, location ya picture share karnay se kyun ghabratey hein?? kon se personal life ko khatraat lahek hosaktey hain......... aap batain gay key ab tak kitnay loog mutassir hovey hein jo aap ki knowledge se guzrey hoon....

    (lakin yeh tu theek hey k credit cards number nahi share knarna chahiye)
    sigpic

  • #2
    Re: internet se khaufzada kyun ho?

    Wa Alaikum Aslam,

    Durr to insaan ke apnay dil mein hota he, insan jitna chahay durr sakta he kyon ke derne ki koi pabandi nahi. Her aik family ka apna aik background he aur usi tarah un ka apna mindset he. Ager aap kisi site pe pictures display kerte ho phir aap yeh bhi expect ker saktay ho ke koi third party bhi us pics ko copy ker sakti he. Apnay forum mein wo kisi pic ka as avatar use ker sakta he. Ya apni designing mein use ker sakta he different effects ke saath. Apnay MSN ki DP mein laga sakta he. Kuch loogon ko pictures collect kerne ka shook hota he to wo aisa bhi isay apnay paas save ker sakta he.

    Physically to as such koi nuksaan nahi he, but yeh depend kerta he ke aap is tarah ki cheezon ko kis nazar se dekhtay ho.

    Internet pe chand larkiyoon ki tasveerein bohat frequently use ho rahi hein. Bohat saari websites pe especially metrimonial sites pe wohi pics baar baar different headings / names ke saath post ho rahi hein.

    Ager koi larki itni bahadur he ke apni pics ka aisa hashar hota dekh sakay to koi masla nahi. Warna prefer yahi kerna chahiye khasoosun larkiyoon ko ke wo apni pics ka istamaal sooch samaj ker karein. Huh.
    :thmbup:

    Comment

    • #3
      Re: internet se khaufzada kyun ho?

      Originally posted by munda_sialkoty View Post

      :clap: :clap: :clap: :clap:

      i m agree with Aamir ..............

      Comment

      • #4
        Re: internet se khaufzada kyun ho?

        Originally posted by BadMan View Post

        :clap: :clap: :clap: :clap:

        i m agree with Aamir ..............
        Thank you. Are you Adnan?
        :thmbup:

        Comment

        • #5

          baat sirf pictures ki nahi girls tu age, real name aor location batanay se bhi ghabrati hein....... :khi:
          sigpic

          Comment

          • #6
            Re: internet se khaufzada kyun ho?

            Originally posted by BadMan View Post

            :clap: :clap: :clap: :clap:

            i m agree with Aamir ..............
            aap ko pata hey yeh taliyan kon bajatey hein?? :khi:

            please aap apni rai dein........... :rose
            sigpic

            Comment

            • #7
              Re: internet se khaufzada kyun ho?

              Originally posted by safia View Post
              baat sirf pictures ki nahi girls tu age, real name aor location batanay se bhi ghabrati hein....... :khi:
              Mein ne kaha na durr dil ke ander hota he, aap jitna chahein durr lein is mein kia he.

              Waise mera experience yeh hay ke jo larkiyan apni age, name batati bhi hein wo akser ghalat batati hein, baki larkiyon ki baat larkiyaan janein, kyoon ke mein to aisa larka he nahi hoon jo kuch ghalat bataye
              :thmbup:

              Comment

              • #8
                Re: internet se khaufzada kyun ho?

                Originally posted by safia View Post
                aap ko pata hey yeh taliyan kon bajatey hein?? :khi:

                please aap apni rai dein........... :rose
                buri baat aisay nahi kehtay :think:
                :thmbup:

                Comment

                • #9
                  Re: internet se khaufzada kyun ho?

                  Originally posted by munda_sialkoty View Post
                  Thank you. Are you Adnan?
                  Yes

                  Originally posted by safia View Post
                  baat sirf pictures ki nahi girls tu age, real name aor location batanay se bhi ghabrati hein....... :khi:
                  bibi kuch bhi nehi hota naam bata dene se. koi kisi ka naam poch ka ya naam jaan kar kia kar sakta hai haan albatta apa apni aise malomaat like bank account number, credit card number, ghar ka address kisi ko na dein baqi sab khair hai. Baqi larkiion ke tu kia kehne
                  Last edited by Soulmate; 4 March 2010, 11:21.

                  Comment

                  • #10
                    Re: internet se khaufzada kyun ho?

                    Originally posted by munda_sialkoty View Post
                    buri baat aisay nahi kehtay :think:
                    mera maqsad tha taliyan tamashai bajatey hein unko kah rahi thein sirf aap wah wah na karein apni rai se agaah karein........... :shyy:
                    sigpic

                    Comment

                    • #11

                      koi baat nehi bhai :rose samjhte samjhte waqt lage ga na :thmbup:

                      Comment

                      • #12
                        Re: internet se khaufzada kyun ho?

                        Originally posted by safia View Post
                        mera maqsad tha taliyan tamashai bajatey hein unko kah rahi thein sirf aap wah wah na karein apni rai se agaah karein........... :shyy:
                        Haan haan samaj aa gai 372-scare
                        :thmbup:

                        Comment

                        • #13
                          Re: internet se khaufzada kyun ho?

                          Originally posted by BadMan View Post
                          koi baat nehi bhai :rose samjhte samjhte waqt lage ga na :thmbup:
                          Yaar yeh bhi sialkot ki hein, mere city ki isi liye aisi hein :lol
                          :thmbup:

                          Comment

                          • #14
                            Re: internet se khaufzada kyun ho?

                            Originally posted by safia View Post
                            mera maqsad tha taliyan tamashai bajatey hein unko kah rahi thein sirf aap wah wah na karein apni rai se agaah karein........... :shyy:

                            Its Oki :rose

                            Comment

                            • #15
                              Re: internet se khaufzada kyun ho?

                              Originally posted by BadMan View Post
                              Yes

                              bibi kuch bhi nehi hota naam bata dene se. koi kisi ka naam poch ka ya naam jaan kar kia kar sakta hai haan albatta apa apni aise malomaat like bank account number, credit card number, ghar ka address kisi ko na dein baqi sab khair hai. Baqi larkiion ke tu kia kehne
                              yeh hoe na baat.......... short comments but nice............ :thmbup:
                              sigpic

                              Comment

                              Working...
                              X