Re: ........ AgHeR .......
haum us ko phir bhi ehsas dilaney ki koshish karain gey ,,or jab us ko ehsaas ho jaye ga to phir us ko chor dain gey tak wo sari omer sharnidah ho,,ye us ki saza hai,,,,
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
........ AgHeR .......
Collapse
X
-
Re: ........ AgHeR .......
Originally posted by Kh@w@r View Postagher us ko ahsaas na howa to
Dekhein jo cheez ya apnayat Ap-k hisse mein likh di hai Allah ji ny Woh lakh ap se door jaye Woh Ap se koe bhi cheen nahin sakta :tasali:...Jo Apka nahin Ap usy lakh pana chahein Woh kese mil jaye Apko :donno:
Leave a comment:
-
Re: ........ AgHeR .......
Originally posted by Kh@w@r View Postkyon nai kar saktay bhai
Leave a comment:
-
Re: ........ AgHeR .......
Originally posted by Kh@w@r View Postkyon nai kar saktay bhai
Leave a comment:
-
Guest repliedRe: ........ AgHeR .......
Originally posted by ahsaas View PostAp ny kaha k Ap chorna b nahin chahty ..
But unko is baat ka ehsaas dilana hoga ..k Ap unko best samjhty hein but woh ap-k sath sincere nahin...
Ehsaas dilany k buhat se tareeqe hein ..ab konsa chose kerna hai woh Apko kerna hai bcoz ap unki nature janty hein..
agher us ko ahsaas na howa to
Leave a comment:
-
Re: ........ AgHeR .......
Originally posted by enigma View Postagar inse mistake hui hai aur woh hi itne ache hain to inse baat karen na khul kar k tumne aisa kiya.ab yeh to nahin k koi ghalat kare to agla dil mein rakhe aisi to ghalat fehmian badhti hain na.aur inho ne kaha hai k kai baar aisa hua hai.aur yeh bhi tadbeer hi kar rahe hain.:) khul k baat karen unse inshallah sab kuch theek ho jaye ga Allah k hukum se
Leave a comment:
-
Re: ........ AgHeR .......
Originally posted by enigma View Postmagar umeed ji dhoka to sage behan bhaai bhi de sakte hain to un mein bhi to apni ghalti nahin hoti na.
Leave a comment:
-
Re: ........ AgHeR .......
Originally posted by ummid View Postyeh sawal sire se hi ghalat hai kyun ke aap ka best frnd aap ko kabhi dhoka de hi nahi sakta... aur ager aisa hai tu phir yeh aap ki ghalti hai ke aap ne aik ghalat shakhs ko best frnd ka darja diya...:donno:
Leave a comment:
-
Re: ........ AgHeR .......
Originally posted by ahsaas View PostSirf baat yaheen khatam nahin hoti ...
May b in se koe aisi mistake hui ho jo in-k frnd ny aisa kia ..Pahly inko khud apney bare mein Sure hona hai Phir dosre ko parakhna better hai ..
anyways jab insaan se koe faisla na ho raha ho tou waqat khud hi Faisla ker deta hai ..hona tou wohi hai jo taqdeer mein likh dia gia hum log sirf tadbeer hi ker sakty hein ...:)
Leave a comment:
-
Re: ........ AgHeR .......
Originally posted by ummid View Postyeh sawal sire se hi ghalat hai kyun ke aap ka best frnd aap ko kabhi dhoka de hi nahi sakta... aur ager aisa hai tu phir yeh aap ki ghalti hai ke aap ne aik ghalat shakhs ko best frnd ka darja diya...:donno:Last edited by Mr. Sialkoty; 4 August 2007, 12:01.
Leave a comment:
-
Re: ........ AgHeR .......
Originally posted by Kh@w@r View Post""">>agar Ap Ka Bst Frnd Aap Ko Bht Dafa Dhoka Day To Aap Kaya Karan Gay::>>,
Leave a comment:
-
Re: ........ AgHeR .......
acha dost ap ko kabhi dokha nai deay sakta.aur agar ap bar bar dhoka denay ki baat ker rrahy ho to..ap itnay pagal ho k pher b os ko apna best friend kahtay ho...kahain per parha tha k mumin aik rishtay se bar bar nai dasaa jata..
Leave a comment:
-
Re: ........ AgHeR .......
Originally posted by enigma View Postnahin hamesha dost nahin dhoka deta aur log bhi de sakte hain.sacha ho ga to nahin de ga na.jo ewen hote hain matlab parast wohi dhoka dete hain aur yehi keh sakte hain k unse baat karen agar aapke kheyal mein woh sudhar sakte hain to theek warna dosti ko khatam karne k ilawa kya kiya ja sakta hai.agar unhe ehsas hua to aap jaise ache dost ko khota dekh kar shaed waise hi seedhe ho jayen.:)
May b in se koe aisi mistake hui ho jo in-k frnd ny aisa kia ..Pahly inko khud apney bare mein Sure hona hai Phir dosre ko parakhna better hai ..
anyways jab insaan se koe faisla na ho raha ho tou waqat khud hi Faisla ker deta hai ..hona tou wohi hai jo taqdeer mein likh dia gia hum log sirf tadbeer hi ker sakty hein ...:)
Leave a comment:
Leave a comment: