Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Lucky, JIA and SHAMA-e-MEHFIL

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • sham-e-mehfil
    replied
    Re: Lucky, JIA and SHAMA-e-MEHFIL

    Originally posted by lucky View Post
    is main moaaf kerny waali kia baat hai?
    khair jo hona tha ho gya.
    kahi hoo e baaten wapis to nahi ho sakteen na
    jab kisi say aisi ummid na ho or wahi insaan aisa kry to dukh to hoga hi.
    haan dukh hotta hai orr bohat dukh hotta hai :comfort: :comfort:
    likin maf karnay ki bat to hai ...:)
    haan wapis nmahi ho saktti likin azzala to kia jasaktta hai na :comfort:

    agee apki marzi main app ko inntna hi keh sakti hoon..

    k maf kar denay se bara orr koi badlla nahi hotta hai :dua

    kyun k jiss bat pe dil dukhi hoo orr hum uss dukh ki waja bany waly insan ko maf kar day to ALLAH pak ajar atta farmaty hai :thmbup:

    Leave a comment:


  • musaddaq
    replied
    Re: Lucky, JIA and SHAMA-e-MEHFIL

    Originally posted by sham-e-mehfil View Post
    jis din mery khaab ayee gay to jantti ho jaoo gy..

    istaghfar parh parh kar :khi: :khi: :khi:
    Zahir hai, yehi hona hai, tum plz bachoon ko daraya nahi karo, or beghai rbatae to bahir bhi na nikla karo:khi:

    Leave a comment:


  • lucky
    replied
    Re: Lucky, JIA and SHAMA-e-MEHFIL

    Originally posted by sham-e-mehfil View Post
    aamir ye kia keh rahi hai lucky

    iss tarha bat nahi kary bachy:na: :na:

    likin jia app khud keh rahi hoo k maf karna acchi bat hai to app kyun pehal nahi kartti hoo ...

    main nay to ussi waqat maf kar dia tha ...........afssoss muje bi tha orr hai bi likin shaied ALOLAH ko hamari ye adda passand aajayeee.....:dua
    to plz cool ho jaooo
    is main moaaf kerny waali kia baat hai?
    khair jo hona tha ho gya.
    kahi hoo e baaten wapis to nahi ho sakteen na
    jab kisi say aisi ummid na ho or wahi insaan aisa kry to dukh to hoga hi.

    Leave a comment:


  • sham-e-mehfil
    replied
    Re: Lucky, JIA and SHAMA-e-MEHFIL

    Originally posted by musaddaq View Post
    shuker hai mera koi number to hia, tumhari tarah to nahi keh beghair number keh hi line mian ho:khi:
    me kisi line main nahgi hoon

    orr number 2 honay se number ka na hona hi thek hai

    Leave a comment:


  • sham-e-mehfil
    replied
    Re: Lucky, JIA and SHAMA-e-MEHFIL

    Originally posted by musaddaq View Post
    :thmbup:

    Leave a comment:


  • sham-e-mehfil
    replied
    Re: Lucky, JIA and SHAMA-e-MEHFIL

    Originally posted by musaddaq View Post
    to or kya tumhare khawab aayen humain, bachoon ko darana hai kya:tauba
    jis din mery khaab ayee gay to jantti ho jaoo gy..

    istaghfar parh parh kar :khi: :khi: :khi:

    Leave a comment:


  • musaddaq
    replied
    Re: Lucky, JIA and SHAMA-e-MEHFIL

    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    Ja yaar...tu billi ki tarah khata he...shair honay ke baawajood us din mujay bhi tere saath billi ki tarah khana para :tauba
    insaan itna hi khaate hian:tauba , ab iss baar tu khata rahin mian baitha rahoon ga, :khi:

    Leave a comment:


  • Mr. Sialkoty
    replied
    Re: Lucky, JIA and SHAMA-e-MEHFIL

    :)

    Leave a comment:


  • ummid
    replied
    Re: Lucky, JIA and SHAMA-e-MEHFIL

    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    kabi kabi meri sense kaam nahi kerti ke doosron ki sense capture ker sakon...aap apna mookaf alfaaz mein beyaan ker diya keejiye :D
    :)

    Leave a comment:


  • Mr. Sialkoty
    replied
    Re: Lucky, JIA and SHAMA-e-MEHFIL

    Originally posted by musaddaq View Post
    tu kya chahta hia keh mian phir treat lena sialkot aaon:khi: , iss baar tera saare shikwa utaar doon ga, khane wale:khi:
    Ja yaar...tu billi ki tarah khata he...shair honay ke baawajood us din mujay bhi tere saath billi ki tarah khana para :tauba

    Leave a comment:


  • Mr. Sialkoty
    replied
    Re: Lucky, JIA and SHAMA-e-MEHFIL

    Originally posted by ummid View Post
    aap ko tu humare saare sense ka ilm hai... isey bhi sumjh hi gaye honge...:lpop:

    kabi kabi meri sense kaam nahi kerti ke doosron ki sense capture ker sakon...aap apna mookaf alfaaz mein beyaan ker diya keejiye :D

    Leave a comment:


  • musaddaq
    replied
    Re: Lucky, JIA and SHAMA-e-MEHFIL

    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    Treat...mein tumhari treat blade se shave ker sakta hoon treat nahi de sakta :khi:
    tu kya chahta hia keh mian phir treat lena sialkot aaon:khi: , iss baar tera saare shikwa utaar doon ga, khane wale:khi:

    Leave a comment:


  • ummid
    replied
    Re: Lucky, JIA and SHAMA-e-MEHFIL

    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    ager aap kuch likhtein to ziada acha hota...yeh smily positive sense mein bhi use hota he aur negative sense mein bhi
    aap ko tu humare saare sense ka ilm hai... isey bhi sumjh hi gaye honge...:lpop:

    Leave a comment:


  • Mr. Sialkoty
    replied
    Re: Lucky, JIA and SHAMA-e-MEHFIL

    Originally posted by musaddaq View Post
    kion g, bacha maafi maang raha hia to masla kya hai, chalo acha bachoon ki tarah usse maaf ker do, phir baa dmian tum dono mil keh koi treat dena, humain koi aiteraaz nahi ho ga:khi:
    Treat...mein tumhari treat blade se shave ker sakta hoon treat nahi de sakta :khi:

    Leave a comment:


  • Mr. Sialkoty
    replied
    Re: Lucky, JIA and SHAMA-e-MEHFIL

    Originally posted by sham-e-mehfil View Post
    aamir ye kia keh rahi hai lucky

    iss tarha bat nahi kary bachy:na: :na:

    likin jia app khud keh rahi hoo k maf karna acchi bat hai to app kyun pehal nahi kartti hoo ...

    main nay to ussi waqat maf kar dia tha ...........afssoss muje bi tha orr hai bi likin shaied ALOLAH ko hamari ye adda passand aajayeee.....:dua
    to plz cool ho jaooo
    Jub behas hoti he aur ehktalaaf bhi to aisi baatein ho he jati hein...lekin i think behas ko behas rehnay dena chahiye personally nahi lena chahiye

    Leave a comment:

Working...
X