Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

W0uLd U cHanGe uRsElF 4 oTherS?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #76
    Re: W0uLd U cHanGe uRsElF 4 oTherS?

    Originally posted by neha_ahmad View Post
    tnx main to aysi hi hon main samjhti hon ager aap kisi say sincere ho to aap ko us ki galatian bhi batani chaheain.nahi to acha to her koi ban sakta hay tarefain ker ker kay mager phir sincerity nahi rahti
    waisey aap ney bohoth achchih aur patey ki baath ki hai,jo shakhs aap keysaamney aap ki taareef karsukta hai woh aap key peethh peechhey buraai bhi karsukta hai.

    Comment


    • #77
      Re: W0uLd U cHanGe uRsElF 4 oTherS?

      i will not change my self (haan agar koi buri aadat hoi tu kar loon ga) otherwise i will try to change her/him

      Comment


      • #78
        Re: W0uLd U cHanGe uRsElF 4 oTherS?

        Originally posted by sensible View Post
        waisey g sey kia kia zarbulamsaal nikulti hain:cc: waisey mujeh nahi lagta keh unn ka mutlub g sey gadhey ka hoga:khi:


        hum yahaan tumari baat nahi kar rae tum araam se ghass khaoo aor soo jaoo :khi:

        Comment


        • #79
          Re: W0uLd U cHanGe uRsElF 4 oTherS?

          Originally posted by neha_ahmad View Post
          tnx main to aysi hi hon main samjhti hon ager aap kisi say sincere ho to aap ko us ki galatian bhi batani chaheain.nahi to acha to her koi ban sakta hay tarefain ker ker kay mager phir sincerity nahi rahti

          app jo b soocti hain theek hai ye dosre nahi samj sakte kyun ke yahaan har dosra member bhuat bhuat bhuat samjdar hai :khi:

          Comment


          • #80
            Re: W0uLd U cHanGe uRsElF 4 oTherS?

            Originally posted by snobbish View Post
            hum yahaan tumari baat nahi kar rae tum araam se ghass khaoo aor soo jaoo :khi:
            janab main tho samjhta thah keh gadhey kaatthey hain,lekin aap ko dekhh kar lagta hai keh gadhey laat bhi maartey hain:khi:

            Comment


            • #81
              Re: W0uLd U cHanGe uRsElF 4 oTherS?

              halankay aaj kul kay gadhay ghas nahi bhao zayada khatay hain

              Comment


              • #82
                Re: W0uLd U cHanGe uRsElF 4 oTherS?

                Originally posted by snobbish View Post
                not these days ...people are not ready to listen others everyday every year and forever ...kyun ke hum log kisi ki sunana hi nahi chahte hain jub koi kisi ka na sune tu ye bhuat mushkil ho jata ke ke koi kisi dosre ke liye change ho kyun jub app change hote ho kisi dosre ke liye tu app ko us ki manani parti aor us ko app ki ..lakien yahaan sunta aor manta koun hai aj kal....tu hum log baatien barri barri karte hain lakien hum mien vo dum nahi hota bcoz hum strong nahi hain hum kokle kiyalat rakte hain aor khud b kokle hote ja rae hain ...ye sach hai ye karwa sach ....
                iss tarah keh kar k "ham loag bataain bari bari kartain hain etc" koi baat banay gii nahi. everyone should try...apni apni jagah par...theek hay admit kar lia baat ko...accept bhi kar lia...magar mistake ko theek bhi to' karna chahiye na, as i said agar insaan willing ho' to' even if it takes years...wo' zarur change karay ga.

                aik aur baat...insaan ko Allah ki zaat say satisfied hona chahiye...apnay aap say nahi...b/c jiss din woh apnay aap say satisfied huwa na...to' improvement ki koi gunja'ish nahi rahay gii:)
                Last edited by Almas; 13 May 2007, 21:41.
                Finding truth - Finding love
                These diamonds sparkle from lights above

                Lorraine Venner

                Comment


                • #83
                  Re: W0uLd U cHanGe uRsElF 4 oTherS?

                  Originally posted by chalakie View Post
                  iss tarah keh kar k "ham loag bataain bari bari kartain hain etc" koi baat banay gii nahi. everyone should try...apni apni jagah par...theek hay admit kar lia baat ko...accept bhi kar lia...magar mistake ko theek bhi to' karna chahiye na, as i said agar insaan willing ho' to' even if it takes years...wo' zarur change karay ga.

                  aik aur baat...insaan ko Allah ki zaat say satisfied hona chahiye...apnay aap say nahi...b/c jiss din woh apnay aap say satisfied huwa na...to' improvement ki koi gunja'ish nahi rahay gii:)

                  :masha baat ek dum theek hai kyun try jo karta hai vo nakammyaab nahi rehta hai ......mien tu buss un logoon se gussa hota hoon jo baatien baari baari karte hain lakien bus kehte hain na jo garjte hain vo brste nahi kyun ke mere personal experiance se muje ye baat pata chali hai ke koi b insan apni ghalti manta hi nahi .......halke apni ghalti maan lena sub se barri bhuadari hai.......bus yahaan sub ke sub ghar se ghar taak hi mehdood hain ....bnawati life guzarete hain aor khud ko kush karne ki adaat hai jub ke hakeeki kushi tub hi hoti hai jub app ka zameer saaf sutra ho.....

                  Beshaak Allah hi izzat deta hai aor vo raswai b .....
                  mien kisi ke liye change nahi ho sakta hoon .....ye mere shied buss mien nahi ya mien esa hoon hi nahi :tauba
                  kisi ko batana kuch aor karna kuch ye b ek ghalat baat hai iss liye jo hum hain hum ko chaye hum wesa hi dosroon ke samne hoon :)

                  Comment


                  • #84
                    Re: W0uLd U cHanGe uRsElF 4 oTherS?

                    Originally posted by neha_ahmad View Post
                    halankay aaj kul kay gadhay ghas nahi bhao zayada khatay hain
                    aur aap kia khha rahi hain?

                    Comment

                    Working...
                    X