Originally posted by munda_sialkoty
View Post
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
my Resolution
Collapse
X
-
Re: my Resolution
Originally posted by munda_sialkoty View PostAger aap ko punjaabi aati he to aik shair HUKAM kerta hoon :blush:
Phus gai jaan shikanjay wich, jeevein vailan wich ganna (sugercane)
Roo (Sugercan juice :khi: ) noon keh hun raway muhammad jay raway te munnan
mein bhi akser Taali de thulay bay ke yeh soochta rehta hoon ke insaan ka koi kasoor bhi nahi hota phir bhi usay kaam kerne per jatay hein, jo ke heada head i mean mera mut-bul he sara sar na-insaafi aur musalsal ziadati he :tauba Ub kuch loogon ki mehnat ke saath ziada nahi bhi banti, koi zabardasti he kia :embarasse
hamari bhi mehnat se kuch zayada nahi banti phir bhi hamara peecha nahi chhot'ta :(
wese acha kerte hain k aap Taali de thalay bey k ye sab sochte hain. Saib k darakht k neeche bethte tou koi saib "Newton" ki tarah aap ko bhi 3 laws of motion k bare mein sochne per majboor ker deta aur 3 ki bijaye 6 Laws yaad ker k bacha logon ka kia banta :lol
Leave a comment:
-
Re: my Resolution
Originally posted by Khalil View Postto es main hamar kia kasoor hay?
mein to aisa larka he nahi hoon :blush:
Leave a comment:
-
Re: my Resolution
Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Postagar raat ko neend na aaiy to is ka simple sa hal hai
banda so jaiy :blush:
Leave a comment:
-
Re: my Resolution
Originally posted by Gul-e-Lala View Postnahi ab ham waquii rafta rafta kaam nahi karen gey bulkey karen gey he nahi :lol
wese aaps ki baat hai hamain kaam kerne ka koi rog nahi hai. bulke ham tou akser bherpoor mazahamat kerte hain jab koi kaam perrna perr jaye per masoom jaan shikanje mein aa he jati hai :lol
Phus gai jaan shikanjay wich, jeevein vailan wich ganna (sugercane)
Roo (Sugercan juice :khi: ) noon keh hun raway muhammad jay raway te munnan
mein bhi akser Taali de thulay bay ke yeh soochta rehta hoon ke insaan ka koi kasoor bhi nahi hota phir bhi usay kaam kerne per jatay hein, jo ke heada head i mean mera mut-bul he sara sar na-insaafi aur musalsal ziadati he :tauba Ub kuch loogon ki mehnat ke saath ziada nahi bhi banti, koi zabardasti he kia :embarasse
Leave a comment:
-
Re: my Resolution
Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Postagar raat ko neend na aaiy to is ka simple sa hal hai
banda so jaiy :blush:
Leave a comment:
-
Leave a comment:
-
Re: my Resolution
Originally posted by Gul-e-Lala View Postkal ham ney socha k zara ehd e rafta ko awaz den aur aik he dafa kaam khatam ker k uthen. huwa ye k sari raat jag ker ham ney kaam tou kafi nimta liya lakin ab subah 4:00 se poori koshish ki k so jayen but neend nahi aa rahi:tauba. ye tou shuker hai aaj hamara off day hai.
es sari story ka moral ye hai k
"ainda ham ne kabhi itna kaam nahi kerna":khi:
banda so jaiy :blush:
Leave a comment:
-
Leave a comment:
-
-
Re: my Resolution
Originally posted by ummid View Postahan....:thmbup:
aisa hota hai... infact hum bhi raat gaye tak kaam karte rehte hain.. kabhi kabhi nanu bhi need se jaag jaate hain aur sone ka kaihte hain... per still.. hume lagta hai ke kaam complete ker lein phir so jayenge... aur ager adha adhora kaam chora tu chain bhi nahi perta....:tauba isi liye paihle kaam baad mein aaram.. infact hum bhi her year yahi aihad karte hain ke aik saath do teen courses mein enroll nahi karna.. per her baar... hum yeh kaam karte hain...:khi: laste year tu hum ne tay ker liya tha ke ab aage perhna hi nahi:embarasse ... bus.. per phir addmission start hoye aur hum ne phir uni mein addmission le liya....:khi:
perrhae mein bhi hamara aap ka muamla same he hai. ham ne bhi her baar yehi socha k ab bus. lakin phir kuch niya start ker bethtey hain:blush:. lakin ab Bhot ho gaya ab ham ne apni es Resolution per amal kerna hai. Pakka :lol
Leave a comment:
-
Re: my Resolution
Originally posted by munda_sialkoty View PostEhd e Rafta ko aap awaz zaroor dijiye, lekin apna kaam itna rafta rafta na keejiye ke subhu ho jaye :tauba
Mein to soochta hoon loogon ko ini thoori si umer mein bhi kia kia roog lag jatay hein :khi: