Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

The Friends

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Z.
    replied
    Re: The Friends

    [quote=D@y W@lk3r;321729]Girao gay to pata chalay ga na:a stick:[/quote]
    aap ki line thi

    Zolm phir Zolm hain Bharta hain to mit jata hain
    is mey girana kahan likha hai
    Last edited by Z.; 30 January 2007, 12:05.

    Leave a comment:

  • Z.
    replied
    Re: The Friends

    Aania mujhey voting thread key liye aap logon ki introduction post chahiye

    to kaun si post lun kyun key aap teeno (Sialkoty, Snobbish, Aania) ney hi teen posts mey apni party ka introduction karaya hai

    jab key kaha bhi tha key aik hi post mey Party Introcution ho :P

    let me know inshAllah till raat tak :thmbup:

    Leave a comment:

  • Aania
    replied
    Re: The Friends

    Information about jobs in Pakistan and Abroad

    aap sab ke liye hamari koshish .. umeed hai aap main se koi na koi zaroor is se mustafeed ho ga/gi...

    umeedon ko maar diya jaaye to mayoosiyaan ghar ker leti hain .. wesey hi .. jesey aksar barron buzurgon ko kehtey suna ho ga .. ke "khali zehn/dil shetan ka ghar" , isi point ko saamey rakhtey huye derkhuwast hai aap se khud se sab se .. chalye mil ker koshish kertey hein .. ke ham aik doosrey ke kaam aa saken .. kisi bhi hawaley se .. kisi ki fikarmandi door kerney ke liye .. kisi ko mayoosiyon ke andheron se nikaalney ke liye .. aur yaqeen rakhye .. Allah ta'alaa zarooor sunta hai .. hamari koi nek maqsad ke liye maangi gayee dua kabhi raiygaan nahen jaati ... bas Khuda ko manzoor hai apney nek bandon ko aazmayesh ki gharryon mein sabr ka daman thamey huye dekhna .. Nabi Paak Mohammad Mustafa (PBUH), Nawasa E Rasool Imam Hasan O Hussain (PBUH) ki Paak zindagiyaan hamarey liye dars hain peghaam hain .. sachaii aur sabr ka .. kabhi dil chota na honay deejye .. aur aagey barrhney ki justuju ko, zamana laakh bhi kuch kahey , tanqeed karey .. lekin aagey barhney ki justuju ko lagan ko nahen chorrna hai .. Saath mil ker chalna hai .. nek kaamon main aik doosrey ke kaam aana hai .. May Allah bless you All...

    Khush rahye ...

    Leave a comment:

  • Aania
    replied
    Re: The Friends

    Ham Dil O Jaan Se Zinda Qoum Hain..
    Ham Pyar Ka Pegham Hain ..
    Ham Dost hain ... dosti hain ..

    Leave a comment:

  • Aania
    replied
    Re: The Friends

    Attached Files

    Leave a comment:

  • Aania
    replied
    Re: The Friends

    :):wk
    Attached Files

    Leave a comment:

  • Aania
    replied
    Re: The Friends

    :rose
    Attached Files

    Leave a comment:

  • D@y W@lk3r
    replied
    Re: The Friends

    Originally posted by yellowsky View Post
    kaisey?
    Girao gay to pata chalay ga na:a stick:

    Leave a comment:

  • Aania
    replied
    Re: The Friends

    Originally posted by D@y W@lk3r View Post
    zaberdast AAnia....

    KHooon phir Khoon hain girta hain to jaam jata hain
    Zolm phir Zolm hain Bharta hain to mit jata hain...

    Aay ga bhi aaya ga...Yaah dor THe Friend ka aay ga..
    Nawazish .. shukryaa Day Bhayya ... khush rahye

    Leave a comment:

  • Aania
    replied
    Re: The Friends

    Originally posted by snobbish View Post
    The friends ka maqsaad in following things par concentrate karna hai

    Social justice

    Human rights

    Woman protection & rights

    izzat lo izzat do

    muskrahat ke bulbule ...:D

    The friends ke nazdieek koi ameer nahi koi gareeb nahi, koi sookha nahi koi moota nahi, koi kala nahi koi goora nahi hum sub ek hain hum sub dost hain dosti hi humara maqsaad hai

    Koi sheeiya nahi koi sunni nahi, koi barelwi nahi koi wahaabi nahi hum sub muslmaan hain the friends brotherhood par fertanity par equality aur peace par yaqeean rakhta hai

    Hum chatee hain log PG par jub aien tu ek wistful hope ke saath enter hoon aur ek winning smile se log off hon hum the freinds ek intresting entertainment hi nahi balke ek saath dosti mien rawaan dawaan hain

    Humara saath dien aur hum ko dosti mabhane ka mooqa b .....Allah hum sub ka hamioo nasir ho ...Ameen !

    ham sab aik hain ... :phool:

    Leave a comment:

  • Aania
    replied
    Re: The Friends

    Originally posted by sheem View Post
    Friends aweee hi awwwwweeeeeeeeeeeeee /baja
    welcome .. n btw baja kahan reh gia naa ?? :embarasse

    Leave a comment:

  • Aania
    replied
    Re: The Friends

    Originally posted by yellowsky View Post
    Aani :clap:
    nawazish nawazish ... khush rahye

    Leave a comment:

  • sheem
    replied
    Re: The Friends

    Friends aweee hi awwwwweeeeeeeeeeeeee /baja

    Leave a comment:

  • snobbish
    replied
    Re: The Friends

    Originally posted by yellowsky View Post
    :a stick:

    is ko t heek karein? :P

    jaisey

    do good have good

    issi tarhan

    Izzat karo aur Izzat karwao :thmbup:

    aur doosra Izzat key sath hum lafz "leyna" nahi isteymaal kertey balkey "kerna" isteymaal kertey hein :thmbup:

    on PG kuch tu different hone do ........:D

Working...
X