Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

agar ghar main kisi say koi baat manwani hoo to .....?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: agar ghar main kisi say koi baat manwani hoo to .....?

    Originally posted by Hala
    me tu lardly hoon jo be kahoo woo parents manigii .....kun k mein kabi aisi bat nahi kehatii ka muji pata hon ka yea mani k qabel nahi haii............ and agar kabi kuch aisa howa....... tu kahanaa nahi kaoo gii................bhukk hartal..........:lol
    hamary pass siway HARTALOON k aur hay hee kia hay:wave

    Comment

    • #17
      Re: agar ghar main kisi say koi baat manwani hoo to .....?

      Well, ub baat manwanay wali noobat nahi he...haan Ammi ko batata hoon ke mein yeh kerne laga hoon, un ki suggestion se plan mein modification bhi ker leta hoon...khair mananay manwanay ki zaroorat nahi hoti ub...jo dil chahta he ker leta hoon aur kisi ko koi aitraaz nahi hota
      :thmbup:

      Comment

      • #18
        Re: agar ghar main kisi say koi baat manwani hoo to .....?

        Meri har bat man li jati hey Allah ka shukar hey:)

        Comment

        • #19
          Re: agar ghar main kisi say koi baat manwani hoo to .....?

          :lpop:
          اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
          اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

          Comment

          • #20
            Re: agar ghar main kisi say koi baat manwani hoo to .....?

            hmmm awwal to almost maan hee li jaatee hain
            Baba jaani se to bas batana perta hai k baba ye kaam ya baat hai ...foren hee maan letay hain cuz baqol mere mother k "main baba ki rani hoon " lekin Ammi zara daant-ti hain lekin kabhi na maanein to bas ye hee takrar hoti hai Amma jaani plz ..plz na maan jaaieey ... Ammi aap mere friend hain aur friend doosrey friend ka dil to nahin bora kertay na ..plz plz plz..plz na .. Aur Amma jaani ka ghusssa sakhty sab bhaag jaate hai ...
            Last edited by Eshaa Chaudhry; 2 April 2006, 05:20.
            sigpic

            Comment

            • #21
              Re: agar ghar main kisi say koi baat manwani hoo to .....?

              waise :alhamd: tu koi problem nahi hoti....:shh:
              lakeen ager kuch zyada hi chances ho inkaar ke tu hum humari ammi jaan ka aanchal pakd lete hai aur yeh gana gate hain: "maa mujhe apne aanchal mein chupa le, gale se laga le ke mera koi nahi hai. phir na satonga mujhe apna bana le gale se laga le ke mera koi nahi hai".(yeh bauhat hi purana gana hai) phir woh humare pass baith jati hain aur hum un ki goad mein apna sir rakh ker jo chahiye hota hai woh keh dete hain. yeh tariqa hum bauhat chute the tub se zarorat padne per istemal kar rahe hain. lakeen her baar kamyaab hi raha hai.:thmbup:
              sirf ammi ke liye aisa karte hain baaqi ager kisi se koi kaam karwana ho tu khud ek aik loate hone ka fayda uthate hoye direct baat kar lete hain.:lpop:

              Comment

              • #22

                Originally posted by Jhumroo
                i am SAD now k maiN ne bhaijan aur bhabhi jaaan kii romantic trip Kharaab kar di thi
                aksar aisa hoo jata hai kay mazi kay waqeyaat main jaian to souchtay hain aisa na kartay wesa kar laytay zaida acha hota .:)
                ab to mashallha say aap bhi bachoun walye hain yeh bataye aap kay bachay aap say apni baat kis taraha manwatay hain ? :D:
                اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                Comment

                • #23
                  Re: agar ghar main kisi say koi baat manwani hoo to .....?

                  Originally posted by ummid
                  waise :alhamd: tu koi problem nahi hoti....:shh:
                  lakeen ager kuch zyada hi chances ho inkaar ke tu hum humari ammi jaan ka aanchal pakd lete hai aur yeh gana gate hain: "maa mujhe apne aanchal mein chupa le, gale se laga le ke mera koi nahi hai. phir na satonga mujhe apna bana le gale se laga le ke mera koi nahi hai".(yeh bauhat hi purana gana hai) phir woh humare pass baith jati hain aur hum un ki goad mein apna sir rakh ker jo chahiye hota hai woh keh dete hain. yeh tariqa hum bauhat chute the tub se zarorat padne per istemal kar rahe hain. lakeen her baar kamyaab hi raha hai.:thmbup:
                  sirf ammi ke liye aisa karte hain baaqi ager kisi se koi kaam karwana ho tu khud ek aik loate hone ka fayda uthate hoye direct baat kar lete hain.:lpop:
                  ahan so sweet :D: baray laad uthaye ja rehaye hain ghar main tumhari ekloti honay kay natay :eye:

                  • #24

                    Originally posted by Eshaa_wellwisher
                    hmmm awwal to almost maan hee li jaatee hain
                    Baba jaani se to bas batana perta hai k baba ye kaam ya baat hai ...foren hee maan letay hain cuz baqol mere mother k "main baba ki rani hoon " lekin Ammi zara daant-ti hain lekin kabhi na maanein to bas ye hee takrar hoti hai Amma jaani plz ..plz na maan jaaieey ... Ammi aap mere friend hain aur friend doosrey friend ka dil to nahin bora kertay na ..plz plz plz..plz na .. Aur Amma jaani ka ghusssa sakhty sab bhaag jaate hai ...
                    :lol sahi :thmbup:
                    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                    Comment

                    • #25
                      Re: agar ghar main kisi say koi baat manwani hoo to .....?

                      Originally posted by Aanchal
                      ahan so sweet :D: baray laad uthaye ja rehaye hain ghar main tumhari ekloti honay kay natay :eye:
                      humara haq hai lad uthana...

                      Comment

                      • #26
                        Re: agar ghar main kisi say koi baat manwani hoo to .....?

                        Originally posted by ummid
                        humara haq hai lad uthana...
                        ahan or faraiz ?:D
                        اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                        اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                        Comment

                        • #27
                          Re: agar ghar main kisi say koi baat manwani hoo to .....?

                          Originally posted by Aanchal
                          ahan or faraiz ?:D
                          woh bhi karte hai per abhi gher walon ne kisi qism ke farz ka boajh nahi dala hai hum per...:lol

                          Comment

                          • #28
                            Re: agar ghar main kisi say koi baat manwani hoo to .....?

                            Well,

                            Wt i do is that i read an islamic direction which can be supportive to me and some of such individuals comments/suggestion related upon to my matter, and than i speaks to my gharwalou say.

                            ~Princess Jazmin~

                            Comment

                            • #29
                              Re: agar ghar main kisi say koi baat manwani hoo to .....?

                              Originally posted by ummid
                              waise :alhamd: tu koi problem nahi hoti....:shh:
                              lakeen ager kuch zyada hi chances ho inkaar ke tu hum humari ammi jaan ka aanchal pakd lete hai aur yeh gana gate hain: "maa mujhe apne aanchal mein chupa le, gale se laga le ke mera koi nahi hai. phir na satonga mujhe apna bana le gale se laga le ke mera koi nahi hai".(yeh bauhat hi purana gana hai) phir woh humare pass baith jati hain aur hum un ki goad mein apna sir rakh ker jo chahiye hota hai woh keh dete hain. yeh tariqa hum bauhat chute the tub se zarorat padne per istemal kar rahe hain. lakeen her baar kamyaab hi raha hai.:thmbup:
                              sirf ammi ke liye aisa karte hain baaqi ager kisi se koi kaam karwana ho tu khud ek aik loate hone ka fayda uthate hoye direct baat kar lete hain.:lpop:
                              wah meri shairni wah...kia tareeka nikaala he :khi:
                              :thmbup:

                              Comment

                              • #30
                                Re: agar ghar main kisi say koi baat manwani hoo to .....?

                                Originally posted by jazmin
                                Well,

                                Wt i do is that i read an islamic direction which can be supportive to me and some of such individuals comments/suggestion related upon to my matter, and than i speaks to my gharwalou say.

                                Yani jub aap ko ghar waloon se baat manwaani ho, aap islamtic books khool leti hein
                                :thmbup:

                                Comment

                                Working...
                                X