Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~Aik kahani..~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ~Aik kahani..~

    Originally posted by Aanchal View Post
    aanchal say sab darnay lagay ...to aanchal nay kaha mujh say bhi bara MAHAVILLAN yaha rehta hai us ka naam musaddaq hai usay dhoundoo
    or jab musaddaq ko dhoonda gaya to uss se milne keh baad sab ne mil keh aanchal ki pitai ki, keh kitna jhoot bolti ho tum, itne masoom or acha insaan ko villan kaha, phir aanchal apni jaan chhura keh bhaag gayi or...

    Comment

    • Re: ~Aik kahani..~

      or aanchal nay soouch lia kay mahavillan musaddaq nay jo us pay ilzaam lagaya atha woh us ka badla lay kay rehye gee
      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

      Comment

      • Re: ~Aik kahani..~

        Originally posted by Aanchal View Post
        or aanchal nay soouch lia kay mahavillan musaddaq nay jo us pay ilzaam lagaya atha woh us ka badla lay kay rehye gee
        buss phir kya tha, aanchaal jo keh pehle hi bohat buuri thi, mazeed buri ban gayi, or ulti ulti sochain sochne lagi keh masoom musaddaq pe zulam kaise kia jae

        Comment

        • Re: ~Aik kahani..~

          Originally posted by musaddaq View Post

          us kay zehan main idea aya kay har "villan jin" ki jaan aik tootay main hoti hai ...to woh mussadaq ki jaan walye tootay ki talash main nikal khari hovi
          اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
          اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

          Comment

          • Re: ~Aik kahani..~

            Originally posted by Aanchal View Post
            us kay zehan main idea aya kay har "villan jin" ki jaan aik tootay main hoti hai ...to woh mussadaq ki jaan walye tootay ki talash main nikal khari hovi
            or phir aanchal ko kai saal khawaar hone keh baad pata laga keh musaddaq ki jaan kissi toote mian nahi hai :kr: or yeh usse iss tarah pata laga keh kaii saal khawar hoen keh baad kissi buzerg ne bataya aanchal ko keh beta tumhara to zehan hi nahi hai, to uss main kuchh aa kaise kuchh sakta hai :kr:, phir aanchal bohat sharminda hui, o rmusaddaq se maafi maangne aayi:lpop:

            Comment

            • Re: ~Aik kahani..~

              musaddaq ko kushfehmi the kay aanchal us say maafi mangay ai hai
              asal main us buzrug nay aanchal ko aik daabi di the jis main koi safoof tha ..buzrug baba nay kaha tha jab mussadaq millye us ki ankhoo main daal deena mussadaq ka villanpan nikal jaye ga :kr:..aanchal nay apna kaam kar deekhayaa or villan jin ka kaam tamam kar dia
              اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
              اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

              Comment

              • Re: ~Aik kahani..~

                Originally posted by Aanchal View Post
                musaddaq ko kushfehmi the kay aanchal us say maafi mangay ai hai
                asal main us buzrug nay aanchal ko aik daabi di the jis main koi safoof tha ..buzrug baba nay kaha tha jab mussadaq millye us ki ankhoo main daal deena mussadaq ka villanpan nikal jaye ga :kr:..aanchal nay apna kaam kar deekhayaa or villan jin ka kaam tamam kar dia
                :tauba apni hi ek kahan imian do different point of views,

                aanchal ne jab woh safoof baba g se lia to khushi se naachne lagi or woh safoof uss dabbi se nikal keh aanchal keh apne ooper hi gir gaya, or phir aanchal pe wohi aser ho gaya or woh oonchi oonchi hansane lagi or phir usse ek jungle mian chhor di agay a, kion keh woh ab khoon khawar ban gayi thi:khi:

                Comment

                • Re: ~Aik kahani..~

                  Originally posted by musaddaq View Post
                  :tauba apni hi ek kahan imian do different point of views,

                  aanchal ne jab woh safoof baba g se lia to khushi se naachne lagi or woh safoof uss dabbi se nikal keh aanchal keh apne ooper hi gir gaya, or phir aanchal pe wohi aser ho gaya or woh oonchi oonchi hansane lagi or phir usse ek jungle mian chhor di agay a, kion keh woh ab khoon khawar ban gayi thi:khi:
                  mere kahani say agay barhoo :a stick: ..peechay mat jaoo :dance:
                  musaddaq ka vilanjin nikal gia to woh apnay aaap ko khali khali sa mehsoos karnay laga ...pher woh sarak pay udaas beeth gia kay mery kamoo ka yehi anjaam hi hona tha :khi:
                  pher achanak us ki nazar......
                  اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                  اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                  Comment

                  • Re: ~Aik kahani..~

                    Originally posted by Aanchal View Post
                    mere kahani say agay barhoo :a stick: ..peechay mat jaoo :dance:
                    musaddaq ka vilanjin nikal gia to woh apnay aaap ko khali khali sa mehsoos karnay laga ...pher woh sarak pay udaas beeth gia kay mery kamoo ka yehi anjaam hi hona tha :khi:
                    pher achanak us ki nazar......
                    Aanchal pe parri, woh sharminda sharminda si aa rahi thi or aate saath hi uss ne kaha musaddaq mujh se bohat badi ghalti ho gayi, tum itne acha tha or mian ne tumhare sath bura ker dia, or zaaro qitaar pagloon ki tarah hansane lagi:dance2:

                    Comment

                    • Re: ~Aik kahani..~

                      mussadaq ko aisay deekh kay aanchal ko dili sadma pouncha tha kay itni mehnat kay bad bhi musadadq wesay ka wesay tha :pagal:
                      to us nay sucha abhi kahanay ka time hai kahana kha kay pher kuch is kay baray main suchoo gee
                      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                      Comment

                      • Re: ~Aik kahani..~

                        ye kaya horaha hy
                        ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                        Comment

                        • Re: ~Aik kahani..~

                          Originally posted by aabi2cool View Post
                          ye kaya horaha hy
                          kahanai ki video chal rahi hai :khi:
                          agay barhian kahani ko :lpop:
                          اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                          اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                          Comment

                          • Re: ~Aik kahani..~

                            Originally posted by Aanchal View Post
                            mussadaq ko aisay deekh kay aanchal ko dili sadma pouncha tha kay itni mehnat kay bad bhi musadadq wesay ka wesay tha :pagal:
                            to us nay sucha abhi kahanay ka time hai kahana kha kay pher kuch is kay baray main suchoo gee
                            ya sooch ka Anchal khana khana chali gai aur pura 24 ghantay khati rahi aur us ke bhook na meti pher wo wapis mussdaq ka pass ai aur socha ka esay kha ka apni bhook metate hoon:khi:
                            sigpic

                            Comment

                            • Re: ~Aik kahani..~

                              Originally posted by nomi sialkoti View Post
                              ya sooch ka Anchal khana khana chali gai aur pura 24 ghantay khati rahi aur us ke bhook na meti pher wo wapis mussdaq ka pass ai aur socha ka esay kha ka apni bhook metate hoon:khi:
                              lekin jab wo wahan pohnchin to wahan mussadaq tha hi nahin
                              phir unhon ne socha k wo apna digital map nikal ker mussadaq ko dhoondti hain :lol
                              phir jab unhon ne map main dekha to :hhh:

                              Comment

                              • Re: ~Aik kahani..~

                                to usay yeh deekh kar buhat buhat khushi hovi kay musaddaq ko aik jinn nay aghwa kar lia hai ..or woh us ki qaid main hai :dance2: ..isi khushi main us nay party ka intazaam kia us party main fari , Esha , Zshan ko dawat-i-khas di :dance:

                                Working...
                                X